Chale Aaj Tum Jahan Se Lyrics, Singer & Song Details

Uran Khatola 1955 album cover

Uran Khatola 1955 Album Details

S. U. Sunny
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar, Nimmi

album songs
Chale Aaj Tum Jahan Se
Singer : Mohammed Rafi

Chale Aaj Tum Jahan Se Lyrics

Song Title = Chale Aaj Tum Jahan Se
Movie/Album = Uran Khatola (1955)
Singer = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = S. U. Sunny

Mp3 Song Lyrics

((chale aaj tum jahaan se
hui zindagi paraayi
tumhe mil gaya thikaana
hamein maut bhi na aayi

o door ke musafir
hum ko bhi saath le le re
hum ko bhi sath le le
hum reh gaye akele
o door ke musafir
hum ko bhi saath le le re
hum ko bhi saath le le

tumne wo de diya ghum
be maut mar gaye hum
dil uth gaya jahaan se
le chal hamein yahaan se
le chal hamein yahaan se

kis kaam ki ye duniya
jo zindagi se khele re
hum ko bhi saath le le
hum reh gaye akele

o door ke musafir
hum ko bhi saath le le re
hum ko bhi saath le le
hum reh gaye akele

sooni hai dil ki raahen
khaamosh hain nigaahein
nakaam hasraton ka
uthne ko hai janaaza
uthne ko hai janaaza

chaaron taraf lage hain
barbaadiyon ke mele re
hum ko bhi saath le le
hum reh gaye akele

o door ke musafir
hum ko bhi saath lele re
hum ko bhi saath le le
hum reh gaye akele
o door ke musafir
hum ko bhi saath le le
hum reh gaye akele))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chale Aaj Tum Jahan Se

Chale Aaj Tum Jahan Se is a song from Uran Khatola 1955. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Uran Khatola 1955 album song list for more songs and album details.