Chal Diye Banda Nawaz Lyrics, Singer & Song Details

Mr And Mrs  55 1955 album cover

Mr And Mrs 55 1955 Album Details

Guru Dutt
O P Nayyar
Majrooh Sultanpuri
Guru Dutt, Madhubala, Lalita Pawar, Johnny Walker, Vinita Bhatt

album songs
Chal Diye Banda Nawaz
Singer : Geeta Dutt, Mohammed Rafi

Chal Diye Banda Nawaz Lyrics

Song Title = Chal Diye Bande Nawaz
Movie/Album = Mr And Mrs. 55 (1955)
Singer = Geeta Dutt, Mohammed Rafi,
Shamshad Begum
Lyricist = Majrooh Sultanpuri, Saroj Mohini Nayyar
Music Director = O P Nayyar
Film Director = Guru Dutt

Mp3 Song Lyrics

((chal diye banda nawaz
ched kar mere dil ka saz
chal diye banda nawaz
ched kar mere dil ka saz
hum taraste hi rahe
jalwe baraste hi rahe
suniye mistar chalbaz
baniye na bade teer andaz
suniye mistar chalbaz
baniye na bade teer andaz
or koi ghar dekhiye
dil ko yaha mat fekiye
suniye mistar chalbaz
baniye na bade teer andaz

hai mujhpe tu banke darde jigar
dil me khatakte hai teri najar
hai mujhpe tu banke darde jigar
dil me khatakte hai teri najar
bas bas tumhi se sune aise naz
kar dala ulfat ka khana kharab
bas bas tumhi se sune aise naz
kar dala ulfat ka khana kharab
man ja aye sangdil
dil se milale mera dil
suniye mistar chalbaz
baniye na bade teer andaz
suniye mistar chalbaz
baniye na bade teer andaz
or koi ghar dekhiye
dil ko yaha mat fekiye
suniye mistar chalbaz
baniye na bade teer andaz

daman se khicho jara hath ko
samjho jara apni aukat ko
daman se khicho jara hath ko
samjho jara apni aukat ko
okat meri na puche huzur
hu aapka mujhko ye hai garur

okat meri na puche huzur
hu aapka mujhko ye hai garur
yu na rishta jodiye
mera daman chodiye
chal diye banda nawaz
ched kar mere dil ka saz
chal diye banda nawaz
ched kar mere dil ka saz
hum taraste hi rahe
jalwe baraste hi rahe
chal diye banda nawaz
ched kar mere dil ka saz

mana ke bigde hai mere nasib
ulfat na samjhe amiro garib
mana ke bigde hai mere nasib
ulfat na samjhe amiro garib
chodo ye ulfat ki barikiya
rashta lo jungle na majnu miya
chodo ye ulfat ki barikiya
rashta lo jungle na majnu miya
chod kar ab tera ye dar
jaye ye diwana ye kidhar
suniye mistar chalbaz
baniye na bade teer andaz
suniye mistar chalbaz
baniye na bade teer andaz
or koi ghar dekhiye
dil ko yaha mat fekiye
suniye mistar chalbaz
baniye na bade teer andaz
chal diye banda nawaz
ched kar mere dil ka saz
chal diye banda nawaz
ched kar mere dil ka saz
hum taraste hi rahe
jalwe baraste hi rahe
chal diye banda nawaz
ched kar mere dil ka saz))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chal Diye Banda Nawaz

Chal Diye Banda Nawaz is a song from Mr And Mrs 55 1955. It is sung by Geeta Dutt, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: O P Nayyar. Read the lyrics above and view the Mr And Mrs 55 1955 album song list for more songs and album details.