Chain Ho Mere Dil Ka Lyrics, Singer & Song Details

Run 2004 album cover

Run 2004 Album Details

Jeeva
None
None
Bhumika Chawla, Abhishek Bachchan, Mukesh Rishi, Vijay Raaz, Ayesha Jhulka, Mahe

album songs
Chain Ho Mere Dil Ka
Singer : Sonu Nigam, Alka Yagnik

Chain Ho Mere Dil Ka Lyrics

Song Title = Chain Ho Mere Dil Ka
Movie/Album = RUN (2004)
Singer(s) = Sonu Nigam, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Chain Ho
Chain Ho Mere Dil Ka, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum -2
Labon Pe Labon Pe Sirf Tum Ho, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum
Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka
Mujhko Iqrar Hai, Tumse Hi Pyar Hai -2
Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum Ho, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum
Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka

Vasta Vasta Vasta , Tujhe Armanon Ka Mere Vasta
Rasta Rasta Rasta, Bada Mushkil Hai Chahat Ka Rasta
Aisa Ehsas Hai, Aisi Ye Pyas Hai
Koi Jaane Nahin, Dard Ye Khaas Hai
Aasra Aasra Mere Dil Ka, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum
Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka

Dilruba Sirf Tum, Sirf Tum Ho-2
Aashiqi Aashiqi Aashiqi, Tere Gham Se Muqammal Hai Aashiqi
Dillagi Dillagi Dillagi, Bani Dil Ki Lagi Yaar Dillagi
Kah Raha Mera Man, Shabnami Hai Agan
Das Rahi Jism Ko, Khushbuon Ki Chubhan
Zindagi Zindagi Sirf Tum Ho, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum
Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka
Labon Pe Labon Pe Sirf Tum Ho
Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Chain Ho Mere Dil Ka

Chain Ho Mere Dil Ka is a song from Run 2004. It is sung by Sonu Nigam, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Run 2004 album song list for more songs and album details.