Chai Ke Bahane Lyrics, Singer & Song Details

Chintu Ji 2009 album cover

Chintu Ji 2009 Album Details

Ranjit Kapoor
None
None
Rishi Kapoor, Kulraj Randhawa, Priyanshu Chatterjee

album songs
Chai Ke Bahane
Singer : Madhushree, Roop Kumar Rathod

Chai Ke Bahane Lyrics

Song Title = Chai Ke Bahane
Movie/album = Chintu Ji (2009)
Singers = Madhushree, Roop Kumar Rathod
Song Lyricists = None
Music Director = None
Director = Ranjit Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Chalo zindagi ko fir se pukare
Do lamhe sukun ke milke gujare
Chai ke bahane chai ke bahane
Chai ke bahane
Chai ke bahane chai ke bahane
Chai ke bahane

Kaha kho gayi hai vo pyari bate
Sone se din aur chandi si rate
Chalo chalke dunde bate purani
Mil jaye shayad koi nishani
Bachpan ko dunde nadiya kinare
Do lamhe sukun ke milke gujare
Chai ke bahane chai ke bahane
Hai ke bahane chai ke bahane

Apna samjh le mujhe paas bula le
Thode se lamhe milan ke chura le
O apna samjh le mujhe paas bula le
Thode se lamhe milan ke chura le
Ye baadal ye parvat
Ye nadiya ki dhara
Apni taraf hai sabka ishara
Chalo badke ham bhi inko pukare
Do lamhe sukun ke milke gujare
Chai ke bahane chai ke bahane
Chai ke bahane chai ke bahane

Nahhi koi tumsa hai ab to sahara
Bhataki lehar ko mila hai kinara
Apne hai ye pal or apne rahenge
Sukh ho ya dukh ham milke sahenge
Badhate kadam na rukenge hamare
Badhate kadam na rukenge hamare
Chai ke bahane chai ke bahane
Chai ke bahane chai ke bahane...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Chai Ke Bahane

Chai Ke Bahane is a song from Chintu Ji 2009. It is sung by Madhushree, Roop Kumar Rathod. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Chintu Ji 2009 album song list for more songs and album details.