Chahiye Tera Sath Lyrics, Singer & Song Details

Bandhan Anjana 1984 album cover

Bandhan Anjana 1984 Album Details

Prabhat Roy
Bappi Lahiri
Indeevar
Chandrashekhar, Sharmila Tagore, Utpal Dutt

album songs
Chahiye Tera Sath
Singer : Chandrani Mukherjee, Manhar

Chahiye Tera Sath Lyrics

Song Title = Chahiye Tera Saath
Movie/album = Bandhan Anjana (1985)
Singers = Chandrani Mukherjee, Manhar Udhas
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Prabhat Roy
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Bolo dil ko kya kehte hai hridayam
Hotho ko kya kehte hai adharam
Saath ko kya kehte hai sangam
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye
Teri yaari
Teri yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye

Rup ki devi hoth jalebi
Shakkar si teri baate
Tarifo se mujhko fasaye
Janu teri ghate
Rup ki devi hoth jalebi
Shakkar si teri baate
Tarifo se mujhko fasaye
Janu teri ghate
Teri yaari teri
Yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye

Pyar ko kya kahte hai sneham
Jan ko kya kahte hai pranam
Main tumse pyar karta hu
Isko kya kahte hai
Nan nene sneh hai kinna
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye
Teri yaari
Teri yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye

Aankhe aisi heere jaisi
Karti hai dil mein ujala
Tere pyar ki pahan ke payal
Nache ye mann matwala
Aankhe aisi heere jaisi
Karti hai dil mein ujala
Tere pyar ki pahan ke payal
Nache ye mann matwala
Teri yaari
Teri yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye

Shadi ko kya kahte hai bolo bolo
Shadi ko kya kahte hai kalyanam
Isko kya kahte hai chumbanam
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye
Teri yaari
Teri yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Chahiye Tera Sath Video

About Chahiye Tera Sath

Chahiye Tera Sath is a song from Bandhan Anjana 1984. It is sung by Chandrani Mukherjee, Manhar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Bandhan Anjana 1984 album song list for more songs and album details.