Chahiye Milne Ka Bahana Lyrics, Singer & Song Details

Karobaar 2000 album cover

Karobaar 2000 Album Details

Rakesh Roshan
Rajesh Roshan
Javed Akhtar
Juhi Chawla, Anil Kapoor, Rishi Kapoor

album songs
Chahiye Milne Ka Bahana
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Chahiye Milne Ka Bahana Lyrics

Song Title = Chahiye Milne Ka Bahana
Movie/album = Karobaar (2000)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Rakesh Roshan
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((Chahiye milne ka fir bahana koi
Chahiye milne ka fir bahana koi
Sochiye abke hum kis bahane mile
Sochiye abke hum kis bahane mile
Chhodiye kyu kare hum bahana koi
Chhodiye kyu kare hum bahana koi
Aayiye bedhadak hum deewane mile
Aayiye bedhadak hum deewane mile

Chahiye milne ka fir bahana koi
Chahiye milne ka fir bahana koi
Aayiye bedhadak hum deewane mile
Aayiye bedhadak hum deewane mile

Rah gayi ankahi kal ki bate kayi
Rah gayi ankahi kal ki bate kayi
Tum bhi kah na sake hum bhi kah na sake
Raat kaise kati din gaya kis tarah
Raat kaise kati din gaya kis tarah
Kya hua kya nahi ye sunane mile
Kya hua kya nahi ye sunane mile
Chahiye milne ka fir bahana koi
Chhodiye kyu kare hum bahana koi
Sochiye abke ham kis bahane mile
Aayiye bedhadak hum deewane mile

Kis liye khud se hum ye bahane kare
Kis liye khud se hum ye bahane kare
Kis liye dhadkano ki sada se dare
Kahiye ikrar hai aapko pyar hai
Kahiye ikrar hai aapko pyar hai
Sari duniya ko hum ye batane mile
Sari duniya ko hum ye batane mile
Chahiye milne ka fir bahana koi
Chhodiye kyu kare hum bahana koi
Chhodiye kyu kare hum bahana koi
Aayiye bedhadak hum deewane mile
Aayiye bedhadak hum deewane mile..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chahiye Milne Ka Bahana

Chahiye Milne Ka Bahana is a song from Karobaar 2000. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Karobaar 2000 album song list for more songs and album details.