Chahe Purush Ho Chahe Naari Lyrics, Singer & Song Details

Woh Main Nahin 1974 album cover

Woh Main Nahin 1974 Album Details

Mohan Segal
Master Sonik, Om Prakash Sonik
Verma Malik
Navin Nischol, Rekha, Padmini Kapila, Asha Sachdev, Rakesh Pandey, Iftekhar, Sha

album songs
Chahe Purush Ho Chahe Naari
Singer : Kishore Kumar, Naveen Nishchol

Chahe Purush Ho Chahe Naari Lyrics

Song Title = Chahe Purush Ho Chahe Naari
Movie/album = Woh Main Nahin (1974)
Singers = Kishore Kumar, Naveen Nishchol
Lyricist = Verma Malik
Music Director = Master Sonik, Om Prakash Sonik

Mp3 Song Lyrics

((Chahe purush ho chahe nari
Grahsti ho ya ho brahmachari
Chahe purush ho chahe nari
Grahsti ho ya ho brahmachari
Pap bura hai sabako pata hai
Phir bhi pap kare
To bas bhir jai jagdish hare
To bas bhir jai jagdish hare
Bolo re bhai jai jagdish hare
Bolo re bhai jai jagdish hare

Ramchandra ke sevak dekho
Kaisa banaye bhesh
Ramchandra ke sevak dekho
Kaisa banaye bhesh
Dhanush ban ki jagah
Pakada sigrat kes
Jeb mein chaku
Jeb mein chaku rampuri hai
Haath mein bhagavad gita
Subah nahaye ganga jal se
Raat ko daru peeta

Madhushala mein brahman bhi jab
Madhushala mein brahman bhi jab
Jam pe jam bhare
To bas bhir jai jagdish hare
To bas bhir jai jagdish hare
Bolo re bhai jai jagdish hare
Bolo re bhai jai jagdish hare

Utahte bethate jagate chhote
Chhod ke duniya ke sab kam
Lete rahena lete rahena
Prabhu ka naaam
Main bhi lunga prabhu ka naam
Tu bhi lena hari ka naam
Jagate lena prabhu ka naam
Sote lena hari ka naam
Jor se lena prabhu ka naam
Thire lena hari ka naam
Andar lena hari ka naam
Bahar lena hari ka naam

Chalo radhike prabhu ka naam
Ham chalate hai hari ka naam
Do no lenge prabhu ka naam
Oye main bhi lunga hari ka naam
Tu bhi lena hari ka naam
Jagate lena hari ka naam
Sote lena prabhu ka naam.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chahe Purush Ho Chahe Naari

Chahe Purush Ho Chahe Naari is a song from Woh Main Nahin 1974. It is sung by Kishore Kumar, Naveen Nishchol. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Master Sonik, Om Prakash Sonik. Read the lyrics above and view the Woh Main Nahin 1974 album song list for more songs and album details.