Chahe Koyi Mujhe Jungli Kahe Lyrics, Singer & Song Details

Junglee 1961 album cover

Junglee 1961 Album Details

Subodh Mukherji
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Shammi Kapoor, Saira Banu, Shashikala

album songs
Chahe Koyi Mujhe Jungli Kahe
Singer : Mohammed Rafi

Chahe Koyi Mujhe Jungli Kahe Lyrics

Song Title = Chahe Koyi Mujhe Jungli Kahe
Movie/Album = Junglee 1961
Singer = Mohammad Rafi
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = Subodh Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((yahoo, yahoo....
(chahe koyee mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe
hum pyar ke tufano me gire hai, hum kya kare) - (2)
chahe koyee mujhe junglee kahe
yahoo, yahoo....

(mere sine me bhee dil hai, hai mere bhee kuchh arman
mujhe patthar toh naa samjho, mai hu akhir ik insan) - (2)
rah meree wohee jiss pe duniya chali - (2)
chahe koyee mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe
hum pyar ke tufano me gire hai, hum kya kare
chahe koyee mujhe junglee kahe
yahoo, yahoo....

(sard aahe keh rahi hai, hai yeh kaisee bala kee aag
sote sote jindganee ghabara ke uthee hai jag) - (2)
mai yaha se waha jaise yeh aasman - (2)
(chahe koyee mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe
hum pyar ke tufano me gire hai, hum kya kare) - (2)
chahe koyee mujhe junglee kahe
yahoo, yahoo....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chahe Koyi Mujhe Jungli Kahe

Chahe Koyi Mujhe Jungli Kahe is a song from Junglee 1961. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Junglee 1961 album song list for more songs and album details.