Chaha Tha Tumhe Lyrics, Singer & Song Details

Hathyar 2002 album cover

Hathyar 2002 Album Details

Mahesh Manjrekar
Anand Raj Anand
Dev Kohli
Sanjay Dutt, Shilpa Shetty, Sharad Kapoor

album songs
Chaha Tha Tumhe
Singer : Alka Yagnik, Sanjay Dutt

Chaha Tha Tumhe Lyrics

Song Title = Chaha Tha Tumhe
Movie/album = Hathyar (2002)
Singers = Alka Yagnik, Sanjay Dutt
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Director = Anand Raj Anand
Director = Mahesh Manjrekar

Mp3 Song Lyrics

((Chaha tha tumhe paya hai tumhe
Chaha tha tumhe paya hai tumhe
Manga tha tumhe paya hai tumhe
Jajbat nahi hai bas me
Sine se laga lo mujhko
Ye rat nahi hai bas me
Ye rat nahi hai bas me
Ye rat nahi hai bas me
Jajbat nahi hai bas me
Chaha tha tumhe paya hai tumhe
Manga tha tumhe paya hai tumhe

Kuch mai badal gaya hu kuch dil badal gaya
Kuch mai badal gaya hu kuch dil badal gaya
Mera vajud teri chahat me dhal gaya hai
Phir chamak uthi meri bindiya
Phir udne lagi meri nindiya haay
Phir chamak uthi meri bindiya
Phir udne lagi meri nindiya
Phir mosam aye suhane
Phir sawan laga hai gane
Na jane kab tak barsege
Barsat nahi hai bas me
Barsat nahi hai bas me
Ye rat nahi hai bas me
Jajbat nahi hai bas me

Akhir mera junoon mere kam aa gaya
Akhir mera junoon mere kam aa gaya
Unake labo pe mera naam aa gaya
Koi mil gaya mujhko apana
Sach ho gaya mera sapna
Koi mil gaya mujhko apana
Sach ho gaya mera sapna
Tune sajni mujhe banaya
Ahsan hai tera sajna
Ab poochna halat dil ki
Halat nahi hai bas me
Halat nahi hai bas me
Ye rat nahi hai bas me
Jajbat nahi hai bas me
Chaha tha tumhe paya hai tumhe
Manga tha tumhe paya hai tumhe
Jajbat nahi hai bas me
Sine se laga lo mujhko
Ye rat nahi hai bas me
Ye rat nahi hai bas me
Ye rat nahi hai bas me
Jajbat nahi hai bas me...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Chaha Tha Tumhe

Chaha Tha Tumhe is a song from Hathyar 2002. It is sung by Alka Yagnik, Sanjay Dutt. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Hathyar 2002 album song list for more songs and album details.