Chaand Maddham Hai Aasmaan Lyrics, Singer & Song Details

Railway Platform 1955 album cover

Railway Platform 1955 Album Details

Ramesh Saigal
Madan Mohan Kohli
Sahir Ludhianvi
Sunil Dutt, Nalini Jaywant, Sheila Ramani

album songs
Chaand Maddham Hai Aasmaan
Singer : Lata Mangeshkar

Chaand Maddham Hai Aasmaan Lyrics

Song Title = Chaand Maddham Hai Aasmaan
Movie/album = Railway Platform (1955)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = Ramesh Saigal

Mp3 Song Lyrics

((Chaand maddham hai aasmaan chup hai
Neend ki god mein jahaan chup hai
Chaand maddham hai aasmaan chup hai

Door vaadi mein doodhiyaa baadal
Jhuk ke parbat ko pyaar karte hain
Dil mein naakaam hasraten lekar
Ham teraa intazaar karte hain
Chaand maddham hai aasmaan chup hai

In bahaaron ke saaye mein aajaa
In bahaaron ke saaye mein aajaa
Phir mohabbat javaan rahe na rahe
Zindagi tere naamuraadon par
Kal talak meharbaan rahe na rahe
Chaand maddham hai aasmaan chup hai

Roz ki tarah aaj bhi taare
Subah ki gard mein na kho jaayen
Aa tere gham mein jaagti aankhen
Kam se kam ek raat so jaayen
Chaand maddham hai aasmaan chup hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Chaand Maddham Hai Aasmaan

Chaand Maddham Hai Aasmaan is a song from Railway Platform 1955. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Railway Platform 1955 album song list for more songs and album details.