Chaalbaaz Title Track Lyrics, Singer & Song Details

Chaalbaaz 2003 album cover

Chaalbaaz 2003 Album Details

Gautam Verma
Natraj, Durga
Vinay Bihari
Rajat Bedi, Mithun Chakraborty, Dinesh Hingoo

album songs
Chaalbaaz Title Track
Singer : Mou Mukherjee

Chaalbaaz Title Track Lyrics

Song Title = Chaalbaaz Title Track
Movie/album = Chaalbaaz (2003)
Singers = Mou Mukherjee (Jojo)
Song Lyricists = Vinay Bihari
Music Director = Natraj - Durga
Director = Gautam Verma
Music Label = T-Series
Release on = 1st August, 2003

Mp3 Song Lyrics

((Chaalbaaz chaalbaaz
Chaalbaaz chaalbaaz
Aankhon se ek pal mein
Kajal churata hai
Chaalbaaz chaalbaaz
Hai apni adao se ye
Paagal banata hai
Chaalbaaz chaalbaaz
Masti mein gaaye
Masti mein jhume
Baazi hamesha iske
Kadmo ko chume
Aa jaaye samne to
Hosh ye udata hai
Chaalbaaz
Chaalbaaz chaalbaaz
Chaalbaaz chaalbaaz

Dikhta hai jaisa waisa
Kuch bhi nahin hai
Rakhta hai paav jahan
Khushiya waha hai
Dikhta hai jaisa waisa
Kuch bhi nahin hai
Rakhta hai paav jahan
Khushiya waha hai
Masti mein gaaye
Masti mein jhume
Baazi hamesha iske
Kadmo ko chume
Apne isharo pe ye
Sabko nachata hai
Chaalbaaz
Chaalbaaz chaalbaaz
Chaalbaaz chaalbaaz

Jeevan mein harna
Ye sikha na jana
Mushkil hai iski
Nazar se bach pana
Jeevan mein harna
Ye sikha na jana
Mushkil hai iski
Nazar se bach pana
Masti mein gaaye
Masti mein jhume
Baazi hamesha iske
Kadmo ko chume
Anhoni ko ye honi
Karke dikhata hai
Chaalbaaz
Chaalbaaz chaalbaaz
Chaalbaaz chaalbaaz

Aankhon se ek pal mein
Kajal churata hai
Apni adao se ye
Paagal banata hai
Masti mein gaaye
Masti mein jhume
Baazi hamesha iske
Kadmo ko chume
Aa jaaye samne to
Hosh ye udata hai
Chaalbaaz
Chaalbaaz chaalbaaz
Chaalbaaz chaalbaaz.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chaalbaaz Title Track

Chaalbaaz Title Track is a song from Chaalbaaz 2003. It is sung by Mou Mukherjee. Lyrics are credited to Vinay Bihari. Music information: Natraj, Durga. Read the lyrics above and view the Chaalbaaz 2003 album song list for more songs and album details.