Bulbul Ne Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Aadmi Khilona Hai 1993 album cover

Aadmi Khilona Hai 1993 Album Details

J. Om Prakash
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Meenakshi Sheshadri, Jeetendra, Reena Roy, Govinda

album songs
Bulbul Ne Bhi
Singer : Alka Yagnik, Mohammed Aziz

Bulbul Ne Bhi Lyrics

Song Lyrics Title = Bulbul Ne Bhi
Song Lyrics Movie =
Singers =Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Song Lyricists =Sameer
Music Composer =Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director =J. Om Prakash
Music Label =BMG Crescendo
Starring =Jeetendra, Reena Roy, Govinda, Meenakshi Sheshadri
Release on =30th July, 1993


Mp3 Song Lyrics


Ho ho ho ho...........
Sajna mere sajna o o o o......
Bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga
Bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga
Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz
Bechain mohabbat ka kya khub hain andaaz
Bechain mohabbat ka kya khub hain andaaz
Jis dard se tum humko diya karte ho aawaaz
Bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga
Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz

Chaahat ke parwaane hain aashiq apna naam
Chaahat ke parwaane hain aashiq apna naam
Hum ko tadapane se hi milta hain aaraam
Hum ko tadapane se hi milta hain aaraam
Anjaam khuda jaane achchha toh hain aaghaaz
Jis dard se tum humko diya karte ho aawaaz
Bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga
Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz

Dil ke lahuse likh di humne prem kahaani
Dil ke lahuse likh di humne prem kahaani
Tere hawaale kar di apni yeh jindagaani
Tere hawaale kar di apni yeh jindagaani
Afsaana likhe humne leke naye alfaaz
Jis dard se tum humko diya karte ho aawaaz
Bechain mohabbat ka kya khub hain andaaz
Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz

Rangon ka hain mausam khushbu ke hain mele
Rangon ka hain mausam khushbu ke hain mele
Aake gale lag jao abb kyo rahenge akele
Aake gale lag jao abb kyo rahenge akele
Sach hain nahi bajta sargam ke bina saaj
Jis dard se tum humko diya karte ho aawaz
Bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga
Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz
Bechain mohabbat ka kya khub hain andaaz
Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz....


Posted by : {Anamika Tyagi}

Bulbul Ne Bhi Video

About Bulbul Ne Bhi

Bulbul Ne Bhi is a song from Aadmi Khilona Hai 1993. It is sung by Alka Yagnik, Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Aadmi Khilona Hai 1993 album song list for more songs and album details.