Bulbul Mere Bata Kya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Masterji 1985 album cover

Masterji 1985 Album Details

K Raghavendra Rao
None
None
Rajesh Khanna, Sridevi, Anita Raj, Kader Khan, Shakti Kapoor, Aruna Irani, Asran

album songs
Bulbul Mere Bata Kya Hai
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Bulbul Mere Bata Kya Hai Lyrics

Song Title = Bulbul Mere Bata Kya Hai
Movie/album = Masterji (1985)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = N/A
Music Composer = N/A

Mp3 Song Lyrics

((Bulbul mere bata
Kya hai meri khata
Kismat mein nahi
Pyar kyun kisi ka

Kehte hai dundne
Bhagwan bhi milta hai
Jise zindagi bhar dunda
Hame vo kyun na mila
Sunte hai pyar se to
Pattar bhi pigalte hai
Pooja se bhi na pigla
Kyun mera devta
Bulbul use bata
Jisko hai ye gila
Bulbul use bata
Jisko hai ye gila
Halat ke haatho
Majboor dil mera
Halat ke haatho
Majboor dil mera

Na tu hi dewfa hai
Na main hi bewfa hu
Dil milke bhi ho
Kaise raste juda
Ham chahe to kya hoga
Tum chaho to kya hoga
Hawas ke haatho mein
Kismat ka faisla
Bulbul mere bata
Kya hai meri khata
Halat ke haatho
Majboor dil mera.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Bulbul Mere Bata Kya Hai

Bulbul Mere Bata Kya Hai is a song from Masterji 1985. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Masterji 1985 album song list for more songs and album details.