Bujha Diye Hain Khud II Lyrics, Singer & Song Details

Shagoon 1964 album cover

Shagoon 1964 Album Details

Nazir
None
Sahir Ludhianvi
Waheeda Rehman, Nivedita, Neena

album songs
Bujha Diye Hain Khud II
Singer : Suman Kalyanpur

Bujha Diye Hain Khud II Lyrics

Song Title = Bujha Diye Hain Khud II
Movie/Album = Shagoon (1964)
Singers = Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi

Mp3 Songs Lyrics

((Bujha diye hai khud apane hathon
Mohabbato ke diye jala ke

Meri vafa ne ujaad di hai
Ummid ki bastiyaan basa ke

Tujhe bhula denge apane dil se
Ye faisala to kiya hai lekin

Na dil ko maalum hai na hum ko
Na dil ko maalum hai na hum ko

Jiyenge kaise tujhe bhula ke
Bujha diye hai khud apane hathon
Mohabbato ke diye jala ke

Kabhi milenge jo raasate me
To munh phira kar palat padege

Kabhi milenge jo raasate me
To munh phira kar palat padege

Kahi sunege jo naam tera
Kahi sunege jo naam tera
To chup rahege nazar jhuka ke

Na sochane par bhi sochati hun
Ke zindagani me kya rahega

Na sochane par bhi sochati hun
Ke zindagani me kya rahega

Teri tamanna ko bas me kar ke
Tere khayalo se door jaake

Bujha diye hai khud apane hathon
Mohabbato ke diye jala ke...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Bujha Diye Hain Khud II

Bujha Diye Hain Khud II is a song from Shagoon 1964. It is sung by Suman Kalyanpur. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: None. Read the lyrics above and view the Shagoon 1964 album song list for more songs and album details.