Brindaban Ka Krishna Kanhaiya Lyrics, Singer & Song Details

Miss Mary 1957 album cover

Miss Mary 1957 Album Details

L V Prasad
Hemant Kumar
Rajendra Krishan
Meena Kumari, Gemini Ganesan, Kishore Kumar, Jamuna, Om Prakash

album songs
Brindaban Ka Krishna Kanhaiya
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi

Brindaban Ka Krishna Kanhaiya Lyrics

Song Title = Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya
Movie/Album = Miss Mary 1957
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music Director(s) = Hemant Kumar
Lyricist(s) = Rajinder Kishan

Mp3 Song Lyrics

((brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara - (2)
man hi man kyun jale raadhika, mohan toh hai sabka pyaara - (2)
brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara

jamana tat [par nand ka laala jab jab raas rachaaye re -2
tan mann dole kaanha aisi bansi madhur bajaaye re
sudh budh bhuli khadi gopiya jaane kaisa jaadu daara
brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara

rang salon aisa jaise chhaayi ho ghat saawan ki -2
teri main toh huyi deewaani man mohan man bhaavan ki
tere kaaran dekh saaware chhod diya maine jag saara
brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara
man hi man kyun jale raadhika, mohan toh hai sabka pyaara
brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Brindaban Ka Krishna Kanhaiya

Brindaban Ka Krishna Kanhaiya is a song from Miss Mary 1957. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Hemant Kumar. Read the lyrics above and view the Miss Mary 1957 album song list for more songs and album details.