Brindaavan Ki Kunj Galin Mein Lyrics, Singer & Song Details

Bandhan 1956 album cover

Bandhan 1956 Album Details

Hemchandra Chunder
Hemanta Kumar
Rajendra Krishan
Pradeep Kumar, Meena Kumari, Motilal

album songs
Brindaavan Ki Kunj Galin Mein
Singer : Lata Mangeshkar

Brindaavan Ki Kunj Galin Mein Lyrics

Song Title = Brindavan Ki Kunj
Movie/album = Bandhan (1956)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director = Hemchandra Chunder
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya
Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Bhor bhaye jamuna tat jaye
Sanjh bhaye ghar aaye
Bhor bhaye jamuna tat jaye
Sanjh bhaye ghar aaye
Jab jab ter sune murli ki
Chit ut dodh lagaye
Jab jab ter sune murli ki
Chit ut dodh lagaye
Nindiya me bhi soye soye
Sune shyam ki bansuriya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Khoyi khoyi brij ki bala
Jape shyam naam ki mala
Khoyi khoyi brij ki bala
Jape shyam naam ki mala
Sapne hi me darash
Dikha do banwari nand ke lala
Sapne hi me darash
Dikha do banwari nand ke lala
Apne charno hi me rakho
Krishan murari sawariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Brindaavan Ki Kunj Galin Mein Video

About Brindaavan Ki Kunj Galin Mein

Brindaavan Ki Kunj Galin Mein is a song from Bandhan 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Hemanta Kumar. Read the lyrics above and view the Bandhan 1956 album song list for more songs and album details.