Brij Ke Nandlaala Lyrics, Singer & Song Details

Taksaal 1956 album cover

Taksaal 1956 Album Details

Hemen Gupta
Roshanlal Nagrath
Prem Dhawan
Smriti Biswas, Helen, Iftekhar

album songs
Brij Ke Nandlaala
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Brij Ke Nandlaala Lyrics

Song Title = Brij Ke Nandlala
Movie/Album = Taksaal (1956)
Singer = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Ratna Gupta, S.D. Batish, Uma Devi
Music Director(s) = Roshanlal Nagrath (Roshan)
Lyricist(s) = Prem Dhawan

Mp3 Song Lyrics

((brij ke nandlala
radha ke sanwariya
sabhi dukh dur hoye
jab tera naam liya
brij ke nandlala
radha ke sanwariya
sabhi dukh dur hoye
jab tera naam liya

meera pukare giridar gopala
meera pukare giridar gopala
dhal gaya amrit me
vish ka bara pyala
dhal gaya amrit me
vish ka bara pyala
kaun mitaye use
jise churake piya
sabhi dukh dur huye
jab tera naam liya
brij ke nandlala
radha ke sanwariya

jab tere gokul pe
aaya dukhkari
jab tere gokul pe
aaya dukhkari
ek ishare se sab vipada tari
ek ishare se sab vipada tari
mudd gaya govardan
unke jid mod diya
sabhi dukh dur huye
jab tera naam liya
brij ke nandlala
radha ke sanwariya

naino me sham base
man me banwari
naino me sham base
man me banwari
tujh bisraye gayi
murli ki dhun pyari
man ke madhuban me
raas rachaye rasiya
sabhi dukh dur huye
jab tera naam liya
brij ke nandlala
radha ke sanwariya
sabhi dukh dur hoye
jab tera naam liya))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Brij Ke Nandlaala

Brij Ke Nandlaala is a song from Taksaal 1956. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Taksaal 1956 album song list for more songs and album details.