Bombai Nagaria Club Mix Lyrics, Singer & Song Details

Taxi No 9211 2006 album cover

Taxi No 9211 2006 Album Details

Milan Luthria
Vishal Shekhar
Dev Kohli
Nana Patekar, John Abraham, Sameera Reddy, Sonali Kulkarni, Shivaji Satam

album songs
Bombai Nagaria Club Mix
Singer : Bappi Lahiri, John Abraham

Bombai Nagaria Club Mix Lyrics

Song Title = Bombai Nagaria Club Mix
Movie/Album = Taxi No.9211 (2006)
Singers = Bappi Lahiri, John Abraham, Nana Patekar
Music = Vishal Shekhar
Mp3 Song Lyrics = Dev Kohli, Vishal Dadlani

Mp3 Song Lyrics

((Laakh laakh roz aake bas jaate hai
Is sheher se is dil laga ke phas jaate hai
Laakh laakh roz aake bas jaate hai
Is sheher se is dil laga ke phas jaate hai
Sone ki raahon mein soone ko jaaga nahi
Saala idhar toh foot path bhi houseful hai
Shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya
Shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya
Shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya
Shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya

Yeh bombay hai yaha time ka matlab hai paisa samjhe
Mujhe tees minute ki journey teen minute mein puri karni hai samjhe
Saala khud marna hai toh mar na doosre ki kayko waat lagata hai
Paisa waat lagata hai...
Thok du kya

Utar jaaye ragon mein jo toh teh nasha hai
Iski aadat jo pad gayi toh yeh saza hai
Utar jaaye ragon mein jo toh teh nasha hai
Iski aadat jo pad gayi toh yeh saza hai
Aise bhar de ke khaali karde
Haa re pal yeh aise jaga hai
Hum dono dhakkanon ko aaj ke din he paida hona tha

Laakh laakh roz aake bas jaate hai
Is sheher is dil laga ke phas jaate hai
Laakh laakh roz aake bas jaate hai
Is sheher is dil laga ke phas jaate hai
Sone ki raahon mein soone ko jaaga nahi
Shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya
Shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya
Shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya
Shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bombai Nagaria Club Mix

Bombai Nagaria Club Mix is a song from Taxi No 9211 2006. It is sung by Bappi Lahiri, John Abraham. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Vishal Shekhar. Read the lyrics above and view the Taxi No 9211 2006 album song list for more songs and album details.