Bolo To Bolo Lyrics, Singer & Song Details

Shabd 2005 album cover

Shabd 2005 Album Details

Leena Yadav
Vishal Shekhar
Irshad Kamil
Sanjay Dutt, Aishwarya Rai, Zayed Khan

album songs
Bolo To Bolo
Singer : Shreya Ghoshal, Sonu Nigam

Bolo To Bolo Lyrics

Song Title = Bolo To Bolo
Movie/Album = Shabd (2005)
Singer(s) = Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Music Director = Vishal Shekhar
Lyricist = Irshad Kamil

Mp3 Song Lyrics

((Wohi Puraani Nayi Kahaani
bachpan Se Jawaani
dekhe The Pehle Jawaani Mein Sapnein
dekhoge Sapnon Mein Ab Tum Jawaani

bolo To Bolo Na Bolo Zara
hota Hai Kya Pyaar Bolo
bolo To Bolo Na Bolo Zara
kyon Hoon Beqeraar Bolo
kabhi Kabhi Baithe Baithe
kyon Kisi Ki Yaad Aa Jaati Hai
ho Raha Hai Ab Mujhko Jaisa
kuch Zara Sa Tumko Bhi Waisa
ho Raha Hai Kya

nahin Nahin Kabhi Nahin
aisa Waisa Kuch Nahin Hona Dena
dekho Dekho Dil Nahin Khone Dena
chodo Chodo Jaane Bhi Do
is Baat Ko

aise Na Tum Bolo
bolo To Bolo Na Bolo Zara
hota Hai Kya Pyaar Bolo
bolo To Bolo Na Bolo Zara
kyon Hoon Beqeraar Bolo

kisi Ki Nazar Meherbaan Ho Rahi Hai
lo Phir Se Tamanna Jawaan Ho Rahi Hai

bas Mein Na Ho Jo Apne
wohi Jawaani Hai
ya Phir Woh Tere Mere
dil Ki Kahaani Hai
lagta Hai Koyi Apna
youn Hi Kisi Ko
sab Se Badi To Iski
yeh Hi Nishaani Hai
dil Mera Youn Ab Chaahe Jisko
pyaar Sa Youn Mujhse Bhi Usko
ho Raha Hai Kya

nahin Nahin Kabhi Nahin
aisa Waisa Kuch Nahin Hona Dena
dekho Dekho Dil Nahin Khone Dena
chodo Chodo Jaane Bhi Do
is Baat Ko

aise Na Tum Bolo
bolo To Bolo Na Bolo Zara
hota Hai Kya Pyaar Bolo
bolo To Bolo Na Bolo Zara
kyon Hoon Beqeraar Bolo

yeh Rasta Zara Sa Naya Hai Tamanna
zara Dekh Le Na Ke Rukna Kahan Hai
aur Chalna Kahan Hai
kahan Largharana Samanna Kahan Hai

is Raaste Par Ab To Chalte Hi Jaana Hai
chaahe Yeh Duniya Keh De Mujhko Deewana Hai
tumse Shuru Huwi Hai
tumpe Hi Ab Ghatam
meri Kahaani Mera Har Ek Fasaana Hai
lag Raha Hai Ab Mujhko Aisa
kuch Tumhe Bhi Thoda Sa Waisa
lag Raha Hai Kya

haan Kaho Tamanna

nahin Nahin Kabhi Nahin
aisa Waisa Kuch Nahin Hona Dena
dekho Dekho Dil Nahin Khone Dena
chodo Chodo Jaane Bhi Do
is Baat Ko

aise Na Tum Bolo
bolo To Chodo Na Bolo Zara
hota Hai Kya Pyaar Bolo
bolo To Bolo Na Bolo Zara
kyon Hoon Beqeraar Bolo

kabhi Kabhi Baithe Baithe
kyon Kisi Ki Yaad Aa Jaati Hai
ho Raha Hai Ab Mujhko Jaisa
kuch Zara Sa Tumko Bhi Waisa
ho Raha Hai Kya

bolo To Bolo Na Bolo Zara

nahin Nahin Kabhi Nahin
aisa Waisa Kuch Nahin Hona Dena
dekho Dekho Dil Nahin Khone Dena

khone Aur Paane Ke Beech
pal Bhar Ka Faasla Hai
inkaar Mat Karo, Aage Bado
thaam Lo Uska Haath
warna Tumhaara Inkaar Mera Intezaar Ban Jayega
main Aage Badna Chaahta Hoon
dekhna Chaahta Hoon Pyaar Ke Is Mod Ke Aage Kya Hai
aage Bado....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Bolo To Bolo

Bolo To Bolo is a song from Shabd 2005. It is sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: Vishal Shekhar. Read the lyrics above and view the Shabd 2005 album song list for more songs and album details.