Bol Na Halke Halke Lyrics, Singer & Song Details

Jhoom Barabar Jhoom 2007 album cover

Jhoom Barabar Jhoom 2007 Album Details

Shaad Ali
Ehsaani, Loy, Shankar
Gulzar
Abhishek Bachchan, Preity Zinta, Bobby Deol

album songs
Bol Na Halke Halke
Singer : Rahat Fateh Ali Khan,Mahalaxmi

Bol Na Halke Halke Lyrics

Song Title = Bol Na Halke Halke
Movie/Album = Jhoom Barabar Jhoom
Singer(s) = Rahat Fateh Ali Khan, Mahalaxmi Iyer
Song Lyricists = Gulzar
Music Composer = Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Director = Shaad Ali

Mp3 Song Lyrics

((Dhaage tod laao chandani se noor ke
Ghoonghat hi banalo roshini se noor ke
Sharma gai to aagosh mein lo
ho Saaaso se uljhi rahi meri saasein
[Bol Na Halke Halke 2
hooth se halke halke
bol na halke ]2

Aa neend ka sauda karein
Ek khwaab de ek khwaab le
Ek khwaab to aankhon mein hai
Ek chand ke takiye tale
Kitne dino se yeh asmaan bhi
soya nahi hai
Isko sula de...
[Bol Na Halke Halke 2
hooth se halke halke
bol na halke ]2

Umrein lagi kehte hue
do lafaj the ek baat thi
Woh ek din sau saal ka
Sau saal ki woh raat thi
Kaise lage jo chupchap dono
Palpal mein puri sadiyan beetadein

[Bol Na Halke Halke 2
hooth se halke halke
bol na halke ]2

Dhaage tod aalo chandani se noor ke
Ghoonghat hi banalo roshini se noor ke
Sharma gai to aagosh mein lo
ho Saaaso se uljhi rahi meri saasein
[Bol Na Halke Halke 2
hooth se halke halke
bol na halke ]2 ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Bol Na Halke Halke

Bol Na Halke Halke is a song from Jhoom Barabar Jhoom 2007. It is sung by Rahat Fateh Ali Khan,Mahalaxmi. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Ehsaani, Loy, Shankar. Read the lyrics above and view the Jhoom Barabar Jhoom 2007 album song list for more songs and album details.