Birha Ki Maari Koi Lyrics, Singer & Song Details

Shaitan Mujrim 1979 album cover

Shaitan Mujrim 1979 Album Details

Nazar Khan
Ratandeep Hemraj
Tajdar Taj
Rakesh Khanna, Jyoti Matwankar, Raza Murad

album songs
Birha Ki Maari Koi
Singer : Mohammed Rafi, Jyoti

Birha Ki Maari Koi Lyrics

Song Title = Birha Ki Maari Koi
Movie/Album = Shaitan Mujrim (1979)
Singer = Mohammed Rafi, Jyoti, Mukesh
Lyricist =Tajdar Taj, P.L. Sawant, Kaifi Azmi, Kulwant Jani
Music Director = Ratandeep Hemraj
Film Director =Nazar Khan
Film Producer =Inder Raj Kapoor

Mp3 Songs Lyrics

((birha ki mari koi pal bhar bhi na soyi
birha ki mari koi birha ki mari koi
pal bhar bhi na soyi pal bhar bhi na soyi

jab se piya nahi aaye
dunia ko haye re
dunia ko haye re
agani jalaye re agani jalaye re
mujhko chandaniya jalaye
birha ki mari koi

jabse chhod gaye mohe piya
tab se nain me na aayi nindiya
jabse chhod gaye mohe piya
tab se nain me na aayi nindiya
suni sej mohe banke nagan das jaye re
das jaye re das jaye re
birha ki mari koi birha ki mari koi
pal bhar bhi na soyi pal bhar bhi na soyi
jab se piya nahi aaye
birha ki mari koi

na suni na kuch tumse kahi
dil ki bat mere dil me rahi
ek bar mohe dars deja
chain aaye re chain aaye re
chain aaye re
birha ki mari koi birha ki mari koi
pal bhar bhi na soyi pal bhar bhi na soyi
jab se piya nahi aaye
dunia ko haye re
dunia ko haye re
agani jalaye re agani jalaye re
mujhko chandaniya jalaye
birha ki mari koi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Birha Ki Maari Koi

Birha Ki Maari Koi is a song from Shaitan Mujrim 1979. It is sung by Mohammed Rafi, Jyoti. Lyrics are credited to Tajdar Taj. Music information: Ratandeep Hemraj. Read the lyrics above and view the Shaitan Mujrim 1979 album song list for more songs and album details.