Bina Tumhare Maza Lyrics, Singer & Song Details

Street Singer 1966 album cover

Street Singer 1966 Album Details

Chandrashekhar
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
David Abraham, Agha, Bela Bose, Chandrashekhar, Helen, Manmohan Krishna, Madan P

album songs
Bina Tumhare Maza
Singer : Mohammed Rafi

Bina Tumhare Maza Lyrics

Song Title = Bina Tumhare Maza
Movie/album =Street Singer (1966)
Singer =Mohammed Rafi
Lyricist =Hasrat Jaipuri
Music Director =Shankar Jaikishan
Film Director = Chandra Shekhar
Film Producer = Chandrashekhar

Mp3 Song Lyrics

((bina tumhare maja kya hai aise jeene me
bina tumhare maja kya hai aise jeene me
virah ki aag lagi hai dhadkate seene me
bina tumhare maja kya hai aise jeene me

bina tumhare hume chand aisa lagta hai
bina tumhare hume chand aisa lagta hai
ke jaise jakham
ke jaise jakham ho iss aasman ke seene me
virah ki aag lagi hai dhadkate seene me
bina tumhare maja kya hai aise jeene me

ye mere pyar ka dhokha nahi hai ye hasrat
ye mere pyar ka dhokha nahi hai ye hasrat
hansi hai unki
hansi hai unki sitaron ke har nageene me
virah ki aag lagi hai dhadkate seene me
bina tumhare maja kya hai aise jeene me.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Bina Tumhare Maza

Bina Tumhare Maza is a song from Street Singer 1966. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Street Singer 1966 album song list for more songs and album details.