Bina Badra Ke Bijuriya Lyrics, Singer & Song Details

Bandhan 1969 album cover

Bandhan 1969 Album Details

Narendra Bedi
Anandji, Kalyanji
Anjaan
Rajesh Khanna, Mumtaz, Jeevan

album songs
Bina Badra Ke Bijuriya
Singer : Mukesh

Bina Badra Ke Bijuriya Lyrics

Song Lyrics Title = Bina Badra Ke Bijuriya
Song Lyrics Movie = Bandhan (1969)
Singer = Mukesh
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Narendra Bedi
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((naa to aaj barasaat kaa mausam naa kahii.n chhaa_ii badariyaa
phir bhii more jiyaraa me.n chamake are tham-tham ko_ii bijuriyaa
vaa-vaah-vaah toharaa javaab naahii.n

binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
kaise chamake ko_ii puuchhe re hamase
kaise chamake ko_ii puuchhe re hamase
ho binaa badaraa ke ...
ho binaa badaraa ke ...

raaho.n me.n jab gorii nayanaa milaaye ke
nayanaa milaaye ke
muskaaye ghu.NghaTaa me.n mukha.Daa chhipaaye ke
( to mar jaa_e.N ) -2 ham to qasam se qasam se
binaa badaraa ke ...
ho binaa badaraa ke ...
kaise chamake ...
ho binaa badaraa ke ...

baiThe ho.n jab miiThe sapane sajaaye ke
sapane sajaaye ke
aise me.n haule se paas kabhii aaye ke
( jo bichhavaa ) -2 bajaaye de gorii chham se qasam se
binaa badaraa ke ...
ho binaa badaraa ke ...
kaise chamake ...
ho binaa badaraa ke ...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Bina Badra Ke Bijuriya Video

About Bina Badra Ke Bijuriya

Bina Badra Ke Bijuriya is a song from Bandhan 1969. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Bandhan 1969 album song list for more songs and album details.