Bin Barse Laut Rahi Lyrics, Singer & Song Details

Teen Bhai 1955 album cover

Teen Bhai 1955 Album Details

Hemchandra Chunder
Arun Kumar Mukherjee
Bharat Vyas
Bharat Bhushan, Nasir Hussain, Leela Mishra

album songs
Bin Barse Laut Rahi
Singer : Asha Bhosle, Manna Dey

Bin Barse Laut Rahi Lyrics

Song Title = Bin Barse Laut Rahi
Movie/Album = Teen Bhai (1955)
Singer = Geeta Dutt, Asha Bhosle, Manna Dey, Lakshmi Shankar
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Composer = Arun Kumar Mukherjee
Director = Hemchandra Chunder

Mp3 Song Lyrics

((bin barse laut nahi ghanghor ghata sawan ki
bin barse laut nahi ghanghor ghata sawan ki
pyar kiya par pyas bujhi na
pyar kiya par pyas bujhi na
is mere jiwan ki
bin barse
bin barse laut nahi ghanghor ghata sawan ki

jiwan ji jamuna ke kinare vyakul pankh pasare
ek bund ki pyasi pyas ki palchin tumhe pukare
ek bund ki pyasi pyas ki palchin tumhe pukare
prit gagri liye khadi re
prit gagri liye khadi re
kali madhuban ki
bin barse
bin barse laut nahi ghanghor ghata sawan ki


pal bhar
tere shan pran
anjan me jan na payi
madhur milan ki ghadiyo me thi
chhupi ye karun vidayi
madhur milan ki ghadiyo me thi
chhupi ye karun vidayi
bhig rahe palko ke pankh re
bhig rahe palko ke pankh re
jaldhar bhare nayan ke..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bin Barse Laut Rahi

Bin Barse Laut Rahi is a song from Teen Bhai 1955. It is sung by Asha Bhosle, Manna Dey. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Arun Kumar Mukherjee. Read the lyrics above and view the Teen Bhai 1955 album song list for more songs and album details.