Smuggler 1996 - Download Mp3 Song

Smuggler 1996

Smuggler 1996

Ajay Kashyap
Bappi Lahiri
Maya Govind
Dharmendra, Ayub Khan, Kareena Grover, Gugu, Amrish Puri, Reena Roy

album songs
Bin Barsaat Ke
Singer : Alka Yagnik, Ila Arun

Bin Barsaat Ke Lyrics

Song Title = Bin Barsat Ke
Movie/album =Smuggler (1996)
Singers = Alka Yagnik, Ila Arun
Song Lyricists = Maya Govind
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Ajay Kashyap

Mp3 Song Lyrics

((Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara
Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara
Chupa mat raaz
Tu batl de o kudiya
Saheli hai teri
Sharmana kya hamse
Chupa mat raaz
Tu batl de o kudiya
Saheli hai teri
Sharmana kya hamse

Andheri raat mein
Dil dhak dhak karta re
Bina barsat ke
Kal pani abrsa re
Andheri raat mein
Dil dhak dhak karta re
Bina barsat ke
Kal pani abrsa re
Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara
Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara

Bataye goriye
Kaise dil dhadka re
Bina barsat
Kaise pani barsa re
Mausam tha pyara pyara
Kal mila mera dildara
Mai dekh rahi thi usko
Vo dekh raha tha mujhko
Thoda sa mai bhi sarki
Thoda sa vo bhi sarka
Usne mera baju pakda
Dil mera dhak dhak dhadka
Aise hui chulbhul
Mar gayi bulbul
Darr tha jiska
Wahi baat ho gayi
Pyase mil gaye
O pyase mil gaye
To barsat ho gayi
Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara
Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara

Ye joban kis tarah
Saona ban gaya
Bata kis tarah
Tera tan sona ban gaya
Sabnam ke sang tha shola
Mai bholi na vo bholi
Jab rang bhar layi jawani
Payal chanki marjani
Man hi man ladu phute
Tan mein anar chute
Mai samjhi jise anari
Nikala vo bada khiladi
Aise hui chulbhul
Mar gayi bulbul
Main uske bah
Mein khilona ban gayi
Piya ne chu liya
Piya ne chu liya
Main sona ban gayi
Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara

Bata tu kaise yu gulala ho gayi
Raat bhar mein hi malamal ho gayi
Haye rabba ab kya bolu
Kaise vo raaz main kholi
Vo ang piya ke lagna
Padh gaya mujhe bada mehnga
Wo karne laga manmani
Haye meri ek na mani
Fir nasha kuch aisa chaya
Haye bada maja phir aaya
Aise hui chulbhul mar gayi bulbul
Gudgudaya to gulal ho gayi
Pyar paya to
Malamal ho gayi
Pyar paya to
Malamal ho gayi
Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara
Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara
Haddipa tun tara
Sakhi bar hunkara.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Bin Barsaat Ke Video

Video Description :

Bin Barsaat Ke download mp3 song

Recent Tags : Bin Barsaat Ke Lyrics | Bin Barsaat Ke Video Song | Bin Barsaat Ke free play mp3 song | Bin Barsaat Ke free download mp3 song | Bin Barsaat Ke Full Video Song | Free Bin Barsaat Ke movie songs | Bin Barsaat Ke free songs | Bin Barsaat Ke play online | Bin Barsaat Ke free mp3 song download | Bin Barsaat Ke online play Song | Bin Barsaat Ke Hindi Lyrics | Bin Barsaat Ke Lyrics | Bin Barsaat Ke online mp3 songs | Bin Barsaat Ke full songs | Bin Barsaat Ke online music | Bin Barsaat Ke free Video | Bin Barsaat Ke online Video | Bin Barsaat Ke mp3 Download | Free Download Bin Barsaat Ke song