Bikhra Ke Zulfen Chaman Me Lyrics, Singer & Song Details

Nazrana 1961 album cover

Nazrana 1961 Album Details

C V Sridhar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Raj Kapoor, Vyjayanthimala, Usha Kiran, Gemini Ganesan, Agha

album songs
Bikhra Ke Zulfen Chaman Me
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh

Bikhra Ke Zulfen Chaman Me Lyrics

Song Title = Bikhra Ke Zulfen Chaman Me
Movie/Album = NAZRAANA
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Mukesh
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = C. V. Sridhar

Mp3 Song Lyrics

((MUKESH

bikhara ke zulfein chaman mein na jaana
LATA
- kyon
MUKESH
is liye
ki sharma na jaayein phulon ke saaye
muhabbat ke nagame tum bhi na gaana
MUKESH
- kyon
LATA
is liye
ki bhanvara tumhaari hansi na udaaye

bikhara ke zulfein chaman mein na jaana
LATA
- kyon
MUKESH
is liye
ki sharma na jaayein phulon ke saaye

[muhabbat ke bhanvare ki pahachaan kyaa
LATA
ye kaliyon se puchho hamein kya pata]....[2]
harjaayi hoga
MUKESH
ham to nahin hain
LATA
kahin sikh lena na tum ye ada
MUKESH
zubaan par kabhi baat aisi na laana
LATA
- kyon
MUKESH
is liye
ki duniyaan se rasm-e-vafa mit na jaaye
muhabbat ke nagame tum bhi na gaana
MUKESH
- kyon
LATA
is liye
ki bhanvara tumhaari hansi na udaaye
LATA
[kaho saath doge kahaan tak mera
MUKESH
vahaan tak jahaan aasamaan jhuk raha]...[2]
bolo chalogi
LATA
jo tum le chaloge
MUKESH
kahin raah mein ho na jaana juda
LATA
mera pyaar dekhega saara zamaana
MUKESH
- kyon
LATA
is liye
ki vaade kiye aur kar ke nibhaaye
MUKESH

bikhara ke zulfein chaman mein na jaana
LATA
- kyon
MUKESH
is liye
ki sharma na jaayein phulon ke saaye..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Bikhra Ke Zulfen Chaman Me

Bikhra Ke Zulfen Chaman Me is a song from Nazrana 1961. It is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Nazrana 1961 album song list for more songs and album details.