Bikaner Ki Chunri Odhi Lyrics, Singer & Song Details

Pran Jaye Per Vachan Na Jaye 1974 album cover

Pran Jaye Per Vachan Na Jaye 1974 Album Details

S Ali Raza
O P Nayyar
Shamsul Huda Bihari
Sunil Dutt, Rekha

album songs
Bikaner Ki Chunri Odhi
Singer : Asha Bhosle

Bikaner Ki Chunri Odhi Lyrics

Song Title = Bikaner Ki Chunri Odhi
Movie/album = Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1974)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = S. Ali Raza
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Bikaner ki chunri odhi
Lahanga pahna jaipur ka
Haath me chudi faiza badi
Or merath ka gaja
Or gajra dal ke tere dil par mai nachu
Gajra dal ke tere dil par mai nachu

Bikaner ki chunri odhi
Lahanga pahna jaipur ka
Hath me chudi faiza badi
Or merath ka gaja
Or gajra dal ke tere dil par mai nachu
Gajra dal ke tere dil par mai nachu

Choli meri ambale wali
Jhil mil jisme resham ki jali
Choli meri ambale wali
Jhil mil jisme resham ki jali
Jali se tan chamke chamkega
Mukhda mera damke damkega
Aaj bareli wala dono aankho ke kajra
O kajra dal ke tere dil par mai nachu
O kajra dal ke tere dil par mai nachu
Bikaner ki chunri odhi
Lahanga pahna jaipur ka
Hath me chudi faiza badi
Or merath ka gaja
Or gajra dal ke tere dil par mai nachu
Gajra dal ke tere dil par mai nachu

Chalke chalke sagar ye aankho ke
Dube jinme armna lakho ke
Chalke chalke sagar ye aankho ke
Dube jinme armna lakho ke
Aise na dil machle machlenge
Kahe ko na tade tadpenge
Chal jawani ki mastani garam garam ye nakhra
O nakhra dal ke tere dil par mai nachu
O nakhra dal ke tere dil par mai nachu
Bikaner ki chunri odhi
Lahanga pahna jaipur ka
Hath me chudi faiza badi
Or merath ka gaja
Or gajra dal ke tere dil par mai nachu
Gajra dal ke tere dil par mai nachu.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Bikaner Ki Chunri Odhi

Bikaner Ki Chunri Odhi is a song from Pran Jaye Per Vachan Na Jaye 1974. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: O P Nayyar. Read the lyrics above and view the Pran Jaye Per Vachan Na Jaye 1974 album song list for more songs and album details.