Bhula Na Sakoge Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Bewafaai 2005 album cover

Bewafaai 2005 Album Details

N/A
Nikhil, Vinay
None
N/A

album songs
Bhula Na Sakoge Mujhe
Singer : Agam Kumar Nigam

Bhula Na Sakoge Mujhe Lyrics

Song Lyrics = Bhula Naa Sakoge Mujhe Bhulkar Tum
Song Lyrics Movie or Album = Bewafaai 2005
Singer(s) = Agam Kumar Nigam
Song Lyricists = N/A
Music Director = Nikhil, Vinay
Music Label = T- Series

Mp3 Song Lyrics

((bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum - (2)
mai aksar tumhe yad aata rahunga
kabhee khwab bankar kabhee yad bankar - (2)
mai ninde tumhari churata rahunga
bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum

kabhee jee raha hu kabhee mar raha hu
mujhe naa pata mai kya kar raha hu
ho kabhee bujh raha hu, kabhee jal raha hu
kadam rokte hai magar chal raha hu
mai yun hee chalunga milo naa milo tum - (2)
mai aawaj dekar bulata rahunga
bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum

satayegi jab jab tumhe bekarari, tumhe yad aayegi mohabbat hamari
ho sunoge kahee jo mohabbat kee bate, tumhe yad aayenge woh din woh rate
gujari jo tumne baho me meree -2, mai sab yad tumko dilata rahunga

bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum - (2)
mai aksar tumhe yad aata rahunga
kabhee khwab bankar, kabhee yad bankar - (2)
mai ninde tumhari churata rahunga
bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum - (2) ))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Bhula Na Sakoge Mujhe Video

About Bhula Na Sakoge Mujhe

Bhula Na Sakoge Mujhe is a song from Bewafaai 2005. It is sung by Agam Kumar Nigam. Lyrics are credited to None. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Bewafaai 2005 album song list for more songs and album details.