Bhooli Hui Sada Hoon Lyrics, Singer & Song Details

Naghma E Dil album cover

Naghma E Dil Album Details

Naghma E Dil
None
None
Naghma E Dil

album songs
Bhooli Hui Sada Hoon
Singer : Ghulam Ali

Bhooli Hui Sada Hoon Lyrics

Song Lyrics Title = Bhooli Hui Sada Hoon
Movie/Album Name = Naghma E Dil
Singer = Ghulam Ali

Mp3 Song Lyrics

(( Bhooli Hui Sada Hoon Mujhey Yaad Kijiye
Tum Say Kahin Mila Hoon Mujhay Yaad Kijiye

Manzil Nahin Hoon, Khizar Nahin, Rahzan Nahin
Manzil Ka Rasta Hoon Mujhay Yaad Kijiye

Bhooli Hui Sada Hoon Mujhey Yaad Kijiye
Tum Say Kahin Mila Hoon Mujhay Yaad Kijiye

Naghmoon Ki Ibtida Thee Kabhi Meray Naam Say
Ashkoon Ki Inteha Hoon Mujhay Yaad Kijiye

Ghoom Soom Khari Hain Donoon Jehan Ki Haqiqatein
Mein Un Say Keh Raha Hoon Mujhey Yaad Kijiye

Sagar Kissi Kay Husan-e-Taghaful Shuar Ki
Behki Hui Ada Hoon Mujhey Yaad Kijiye

Bhooli Hui Sada Hoon Mujhey Yaad Kijiye
Tum Say Kahin Mila Hoon Mujhay Yaad Kijiye ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Bhooli Hui Sada Hoon

Bhooli Hui Sada Hoon is a song from Naghma E Dil. It is sung by Ghulam Ali. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Naghma E Dil album song list for more songs and album details.