Bhooli Bisri Yaadon Me Lyrics, Singer & Song Details

Viruddh 2005 album cover

Viruddh 2005 Album Details

Mahesh Manjrekar
None
None
Amitabh Bachchan, Sharmila Tagore, John Abraham, Sanjay Dutt, Anusha Dhandekar

album songs
Bhooli Bisri Yaadon Me
Singer : None

Bhooli Bisri Yaadon Me Lyrics

Song Title = Bhooli Bisri Yaadon Me
Movie/album = Viruddh (2005)
Singer = N/A

Mp3 Song Lyrics

((bhooli bisri yaadon mein ab bhi kahin pyar chupa hain - 3
tera hriday mera hriday ek baat keh raha hain

shikwo mein kya rakha hain, sab kutch hain pyar mein - 2
kyon umra yeh bitaa de ek intejaar mein
nazaro ke saamne se pal pal gujar raha hain
(chal saath) - 3 keh raha hain
bhooli bisri yaadon mein ab bhi kahin pyar chupa hain

kutch waqt mil gaya hain, chalo dil ki baat kar le - 2
jee toh yeh keh raha hain, baahon mein tumko bharle
kabse judaai tumse mann mera seh raha hain
(chal saath) - 3 keh raha hain
bhooli bisri yaadon mein ab bhi kahin pyar chupa hain

kaisa banaya rab ne, yeh jindagi ka mela
duniya hain saath saari phir bhi mann akela
aankhon se ashk banke jazbaat beh raha hain
(chal saath) - 3 keh raha hain
bhooli bisri yaadon mein ab bhi kahin pyar chupa hain - 3
tera hriday mera hriday ek baat keh raha hain
(chal saath) - 3 keh raha hain))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Bhooli Bisri Yaadon Me

Bhooli Bisri Yaadon Me is a song from Viruddh 2005. It is sung by None. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Viruddh 2005 album song list for more songs and album details.