Bhoola De Zindagi Ke Lyrics, Singer & Song Details

Memdidi 1961 album cover

Memdidi 1961 Album Details

Hrishikesh Mukherjee
Salil Chowdhury
Shailendra
Jayant, Lalita Pawar

album songs
Bhoola De Zindagi Ke
Singer : Lata Mangeshkar

Bhoola De Zindagi Ke Lyrics

Song Title = Bhoola De Zindagi Ke
Movie/Album = Mem Didi (1961)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Hrishikesh Mukherjee
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka
Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka
Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka

Kali kali se kah do
Humse muskurana sikh le
Kaha hai wo raha ke hum
Humse gunguna na sikh le
Kali kali se kah do
Humse muskurana sikh le
Kaha hai wo raha ke hum
Humse gunguna na sikh le
Ye din hai sari zindagi me
Bas ek bar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka
Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka

Na puchho har kadam pe kyo
Dhadk dhadk raha hai dil
Ke lakh rokte par
Bahak bahak raha hai dil
Na puchho har kadam pe kyo
Dhadk dhadk raha hai dil
Ke lakh rokte par
Bahak bahak raha hai dil
Sitam hai aaj ek ek
Pal hai ye intezar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka
Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Bhoola De Zindagi Ke

Bhoola De Zindagi Ke is a song from Memdidi 1961. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Salil Chowdhury. Read the lyrics above and view the Memdidi 1961 album song list for more songs and album details.