Bhool Jaa Ae Dil Mohabbat Lyrics, Singer & Song Details

Khel 1950 album cover

Khel 1950 Album Details

S.M. Nawab
Sajjad Hussain
Sagar Nizami
Dev Anand, Anwar, Hafiz Jehan

album songs
Bhool Jaa Ae Dil Mohabbat
Singer : Lata Mangeshkar

Bhool Jaa Ae Dil Mohabbat Lyrics

Song Title = Bhool Jaa Ae Dil Mohabbat
Movie/Album = Khel (1950)
Singer = Lata Mangeshkar
Music By = Sajjad Hussain
Lyricist = Sagar Nizami

Mp3 Song Lyrics

((bhul ja aye dil mohabbat ka fasana
kisi se dil lagana
dil na aayega patak kar
wo zamana wo sapna tha suhana

yaad aati hai tujhe
ab kyu wo rate pyar ki
aur wo bate pyar ki
yaad aati hai tujhe
ab kyu wo rate pyar ki
aur wo bate pyar ki
dil ne kya ulfat ne niche
dil lagana wo sapna tha suhana
bhul ja aye dil mohabbat ka fasana
kisi se dil lagana
dil na aayega patak kar
wo zamana wo sapna tha suhana

tera gulshan lut gaya
tera gulshan lut gaya
tera nashe man jal gaya
haye jal gaya
dil khushi ka dhal gaya
ab wo gulshan hai
na ab wo aashiyana
wo sapna tha suhana
bhul ja aye dil mohabbat ka fasana
kisi se dil lagana
dil na aayega patak kar
wo zamana wo sapna tha suhana

ab to sari zindagi
aasu bahana hai tujhe
dil jalana hai tujhe
ab to sari zindagi
aasu bahana hai tujhe
dil jalana hai tujhe
ab kaha kismat me teri muskurana
wo sapna tha suhana
bhul ja aye dil mohabbat ka fasana
kisi se dil lagana
dil na aayega patak kar
wo zamana wo sapna tha suhana..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bhool Jaa Ae Dil Mohabbat

Bhool Jaa Ae Dil Mohabbat is a song from Khel 1950. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sagar Nizami . Music information: Sajjad Hussain. Read the lyrics above and view the Khel 1950 album song list for more songs and album details.