Bhojhal Se Remix Lyrics, Singer & Song Details

I Am 2010 album cover

I Am 2010 Album Details

Onir
Amit Trivedi
Amitabh Bhattacharya
Juhi Chawla, Manisha Koirala, Rahul Bose, Nandita Das, Arjun Mathur, Abhimanyu S

album songs
Bhojhal Se Remix
Singer : Krishnakumar Kunnath

Bhojhal Se Remix Lyrics

Song Title = Bhojhal Se Lamhon Ki
Movie/album =I Am (2010)
Singers = Krishnakumar Kunnath (K.K)
Song Lyricists = Amitabh Bhattacharya
Music Composer = Amit Trivedi

Mp3 Song Lyrics

((Bojhal se lamhon ki shaam hai khaali si in aankhon mein
Bojhal se lamhon ki shaam hai khaali si in aankhon mein
Gum huwi jo roshni si thi in aankhon mein
Bojhal se lamhon ki shaam hai khaali si in aankhon mein

Parinday maayoosi ke chhat pe roz aate hain
Roz aate hain
Samandar mein udaasi ke hain dil ko bhigo jaate hain
Bhigo jaate hain
Toote hain jo khawaab rehte thay in aankhon mein
Bojhal se lamhon ki shaam hai khaali si in aankhon mein

Bina jaane jabeen pe yeh lakeerain ban jaati hain
Ban jaati hain
Bina pooche dheyr saari yaadain jab aati hain
Jab aati hain
Khaak sa adhoora sa rehta hai in aankhon mein
Bojhal se lamhon ki shaam hai khaali si in aankhon mein...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Bhojhal Se Remix

Bhojhal Se Remix is a song from I Am 2010. It is sung by Krishnakumar Kunnath. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Amit Trivedi. Read the lyrics above and view the I Am 2010 album song list for more songs and album details.