Bhigi Bhigi Hai Yeh Hawao Lyrics, Singer & Song Details

Girlfriend 2004 album cover

Girlfriend 2004 Album Details

Karan Razdan
Dabboo Malik
Praveen Bhardwaj
Isha Koppikar, Aashish Chaudhary, Amrita Arora

album songs
Bhigi Bhigi Hai Yeh Hawao
Singer : Daboo Malik, Shaan,Sowmya Raoh

Bhigi Bhigi Hai Yeh Hawao Lyrics

Song Title = Bhigi Bhigi Hai Yeh Hawao
Song Lyrics Movie or Album = Girl Friend (2004)
Singer(s) = Daboo Malik, Shaan, Sowmya Raoh
Lyricist = Praveen Bhardwaj
Music Director = Dabboo Malik
Film Director = Karan Razdan

Mp3 Song Lyrics

((bhigee bhigee hain yeh hawao, phir bhee jale kyon meraa tan
tan yeh mann kee bat naa mane, dil kee sune naa yeh dhadkan) - (2)

dhadkan me shor dil pe naa jor, tufan sa hain ek dono aur
mujhe khich rahee anjanee dor, bas teree aur bas teree aur
dhadkan me shor dil pe naa jor, tufan sa shor ek dono aur
mujhe khich rahee anjanee dor, bas teree aur dilbar

bhinee bhinee khushbu tumharee, jab chhutee hain meraa badan
pyas hajaro uth jatee hain, kya mai batau yeh tadpan

sawan ke pass barish ke pass, kabhee jau mai sagar ke pass
sagar se bhee bujhatee naa pyas, yeh kaisee pyas yeh kaisee pyas
sawan ke pass barish ke pass, kabhee jau mai sagar ke pass
sagar se bhee bujhatee naa pyas, yeh kaisee pyas dilbar

dhima dhima chand huwa hain, chupne lagee badli me kiran
yeh lamhe kuchh bol rahe hain, aa usame ham dono sajan

bechainiya betabiya, phir aur kyon khamoshiya
yeh ishk kee sarhoshiya, madhoshiya madhoshiya
bechainiya betabiya, phir aur kyon khamoshiya
yeh ishk kee sarhoshiya, madhoshiya hain dilbar

(bhigee bhigee hain yeh hawao, phir bhee jale kyon meraa tan
tan yeh mann kee bat naa mane, dil kee sune naa yeh dhadkan) - (2) ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bhigi Bhigi Hai Yeh Hawao

Bhigi Bhigi Hai Yeh Hawao is a song from Girlfriend 2004. It is sung by Daboo Malik, Shaan,Sowmya Raoh. Lyrics are credited to Praveen Bhardwaj. Music information: Dabboo Malik. Read the lyrics above and view the Girlfriend 2004 album song list for more songs and album details.