Bheeni Bheeni Mehki Mehki Lyrics, Singer & Song Details

Welcome To Sajjanpur 2008 album cover

Welcome To Sajjanpur 2008 Album Details

Shyam Benegal
Shantanu Moitra
Ashok Mishra
Shreyas Talpade, Amrita Rao, Kunal Kapoor, Ravi Kishan, Ravi Jhankal

album songs
Bheeni Bheeni Mehki Mehki
Singer : Krishna Kumar ,Shreya Ghoshal

Bheeni Bheeni Mehki Mehki Lyrics

Song Title = Bheeni Bheeni Mehki Mehki
Movie/album = Welcome To Sajjanpur (2008)
Singer(s) =Krishna Kumar ,Shreya Ghoshal
Music Director(s) = Shantanu Moitra
Lyricist(s) = Ashok Mishra

Mp3 Song Lyrics

((Bheeni Bheeni Mehki Mehki
Hawayein sun lo kya gaayein
Dheeme dheeme haule haule chalo
Khawabon ki yeh raahein

Sang teehare chalte jayein
Manzil aaye ya na aaye

Sang teehare chalte jayein
Manzil aaye ya na aaye

Bheeni Bheeni Mehki Mehki
Hawayein sun lo kya gaayein

Sarsaryein chooke jaaye
Behti hawa ko koi tham na paaye
Is safar mein dukh sukh sare
Zindagi ki gathri mein bangh ke laaye

Khushiyon aanso sapne
Khoye bicchade apne
Humko yaad aaaye
LyricsMAsti.com

Bheeni Bheeni Mehki Mehki
Hawayein sun lo kya gaayein
Dheeme dheeme haule haule chalo
Khawabon ki yeh raahein

Maan ki gali mein
Choor chupa hai
Nis din chahe hai kya Kaise bataye
Hichki chaye Tadpa jaye
Dil ki baatein ko hoton pe na laye

Dil ki baatein jitni
AAnkhein kehti apni
Tu padh na paaye

Bheeni Bheeni Mehki Mehki
Hawayein sun lo kya gaayein
Dheeme dheeme haule haule chalo
Khawabon ki yeh raahein

Sang teehare chalte jayein
Manzil aaye ya na aaye

Sang teehare chalte jayein
Manzil aaye ya na aaye

la la la la la
lal al al al a

Bheeni Bheeni Mehki Mehki
Hawayein sun lo kya gaayein))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bheeni Bheeni Mehki Mehki

Bheeni Bheeni Mehki Mehki is a song from Welcome To Sajjanpur 2008. It is sung by Krishna Kumar ,Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Ashok Mishra. Music information: Shantanu Moitra. Read the lyrics above and view the Welcome To Sajjanpur 2008 album song list for more songs and album details.