Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics, Singer & Song Details

Ajanabee 1974 album cover

Ajanabee 1974 Album Details

Shakti Samanta
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Prem Chopra, Asrani Yogeeta Bali

album songs
Bheegi Bheegi Raaton Mein
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics

Song Lyrics Title = Bheegi bheegi raato mein
Song Lyrics Movie = Ajnabi 1974
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman


Mp3 Song Lyrics

((Bheegi bheegi raaton mein, meeti meeti baaton mein
Aise barsaaton mein kaisa lagtaa hai?
Aisa lagtaa hai tum banke baadal,
Mere badan ko bhigoke mujhe chhed rahe ho ho o
Chhed rahe ho
Chhed rahe ho
Aisa lagtaa hai tum banke baadal,
Mere badan ko bhigoke mujhe chhed rahe ho ho o
Chhed rahe ho
Chhed rahe ho

Ambar khele holi ui ma
Bheegi mori choli hamjoli hamjoli
Ambar khele holi ui ma
Bheegi mori choli hamjoli hamjoli
O paani ke is rele mein saavan ke is mele mein
Chhat pe akele mein
Kaisa lagtaa hai

Aisa lagtaa hai tum banke ghata
Apne sajan ko bhigoke khel khel rahi ho o
Khel rahi ho

Aisa lagtaa hai
Tum banke baadal mere badan ko bhigoke mujeh chhed rahe ho chedd rahe ho

Barakha se bachhalun tujeh
Seene se lagaa loon
Aa chhupaalun aa chhupaalun
Barakha se bachhalun tujeh
Seene se lagaa loon
Aa chhupaalun aa chhupaalun
Dil ne pukara dekho rut ka ishaara dekho
Uf ye nazara dekho
Kaisa lagtaa hai, bolo?

Aisa lagtaa hai kuchh ho jayega
Mast pavan ke ye jhoke saiyaan dekh rahe ho o
Dekh rahe ho
Aisa lagtaa hai
Tum banke baadal mere badan ko bhigoke mujeh chhed rahe ho o
Chhed rahe ho o...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Bheegi Bheegi Raaton Mein Video

About Bheegi Bheegi Raaton Mein

Bheegi Bheegi Raaton Mein is a song from Ajanabee 1974. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Ajanabee 1974 album song list for more songs and album details.