Bheege Naina Yeh Mere Lyrics, Singer & Song Details

Enemmy 2013 album cover

Enemmy 2013 Album Details

Ashu Trikha
Gourav Dasgupta
Manthan
Mimoh Chakraborty, Mithun Chakraborty, Yuvika Chaudhry

album songs
Bheege Naina Yeh Mere
Singer : Keshav Rai

Bheege Naina Yeh Mere Lyrics

Song Title = Bheege Naina Yeh Mere
Movie/album = Enemmy (2013)
Singers = Keshav Rai
Song Lyricists = Manthan
Music Director = Gourav Dasgupta
Director = Ashu Trikha

Mp3 Song Lyrics

((Tanha dil ye tujh bin tadpe
Aankh gham se royi
Tu kya khoya bichhde sathi
Duniya jaise khoi

Tanha dil ye tujh bin tadpe
Aankh gham se royi
Tu kya khoya bichhde sathi
Duniya jaise khoi

Bheege naina yeh mere
Dekhen ab kya bin tere
Bheege naina yeh mere
Dekhen ab kya bin tere

Tanha dil ye tujh bin tadpe
Aankh gham se royi haan..
Tu kya khoya bichhde saathi
Duniya jaise khoi

Yaadon mein din jaage rehte
Raat bhi na soi
Saansen bhi chalti tham tham ke
Ho juda jab koi

Bheege naina yeh mere
Dekhen ab kya bin tere

Tu kya chhuta, khwab rutha
Tuti tukdon mein yeh jaan
O.. Diwaane tu kya jaane
Dil hai kyun yeh pareshaan

Socha na tha yeh bhi hoga
Gum hi jayenge armaan
Kya khabar thi yeh khushi bhi
Pal do pal ki hai mehman

Bheege naina yeh mere
Dekhen ab kya bin tere
Bheege naina..yeh mere
Dekhen ab kya..bin tere

Kaise bhoolen teri baatein
Kaise keh dein alvidaa..
Har jagah hai aks tera
Aisa tujhse hai rishta..

Tu kaheen ho har kadam pe
Hamsafar tu hai yaara
Aaj bhi yeh lag raha hai
Tu hai saya hamaara

Bheege naina yeh mere
Dekhen ab kya bin tere
Bheege naina yeh mere
Dekhen ab kya bin tere

Tanha dil ye tujh bin tadpe
Aankh gham se royi haan
Tu kya khoya bichhde saathi
Duniya jaise khoi

Yaadon mein din jaage rehte
Raat bhi na soyi
Saansen bhi chalti tham tham ke
Ho juda jab koi

Bheege naina yeh mere
Dekhen ab kya bin tere
Bheege naina yeh mere
Dekhen ab kya bin tere..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bheege Naina Yeh Mere

Bheege Naina Yeh Mere is a song from Enemmy 2013. It is sung by Keshav Rai. Lyrics are credited to Manthan. Music information: Gourav Dasgupta. Read the lyrics above and view the Enemmy 2013 album song list for more songs and album details.