Bheega Bheega Mausam Tadpay Lyrics, Singer & Song Details

Bandh Darwaza 1990 album cover

Bandh Darwaza 1990 Album Details

Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Anand, Milind Shrivastav
Qafil Azad
Hashmat Khan, Manjeet Kullar, Kunika

album songs
Bheega Bheega Mausam Tadpay
Singer : Sadhana Sargam, Suresh Wadkar

Bheega Bheega Mausam Tadpay Lyrics

Song Title = Bheega Bheega Mausam Tadpaye
Movie/album = Bandh Darwaza (1990)
Singers = Sadhana Sargam, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Qafil Azad
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Bheega bheega mausam tadpay
Tu bhi mere pas na aaye
Bheega bheega mausam tadpay
Tu bhi mere pas na aaye
Mai kya karu haye
Mai kya karu haye

Na re na tu sataye
Mitha mitha dard jagaye
Na re na tu sataye
Mitha mitha dard jagaye
Mai kya karu haye
Mai kya karu haye

Tujhko chumti hogi
Bund bund pani ki
Tujhko chumti hogi
Bund bund pani ki
Tan se khil rahi hogi
Khushbu rat rani ki
Tere dil me chahat ki
Aag jal rahi hogi
Takiya leke baho me
Rat dhal rahi hogi

Bheega bheega mausam tadpay
Tu bhi mere pas na aaye
Bheega bheega mausam tadpay
Tu bhi mere pas na aaye
Mai kya karu haye
Mai kya karu haye

Pyase pyase hotho ki
Pyas tu bujha dena
Pyase pyase hotho ki
Pyas tu bujha dena
Kaise pyar hota hai
Mujhko ye sikha dena
Pyar ko jarurat kya
Sikhne sikhane ki
Bat ek zara si hai
Mere pas aane ki
Hat shararti kahi ke

Bheega bheega mausam tadpay
Tu bhi mere pas na aaye
Na re na tu sataye
Mitha mitha dard jagaye
Mai kya karu haye
Mai kya karu haye
Mai kya karu haye
Mai kya karu haye
Haye mai kya karu haye
Haye mai kya karu haye..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Bheega Bheega Mausam Tadpay Video

About Bheega Bheega Mausam Tadpay

Bheega Bheega Mausam Tadpay is a song from Bandh Darwaza 1990. It is sung by Sadhana Sargam, Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Qafil Azad. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Bandh Darwaza 1990 album song list for more songs and album details.