Bheega Bheega Mausam Bheeni Lyrics, Singer & Song Details

Suraag 1982 album cover

Suraag 1982 Album Details

Jag Mundhra, Ambrish Sangal
Bappi Lahiri
Kaifi Azmi
Sanjeev Kumar, Shabana Azmi, Rajesh Khanna

album songs
Bheega Bheega Mausam Bheeni
Singer : Lata Mangeshkar

Bheega Bheega Mausam Bheeni Lyrics

Song Title = Bheega Bheega Mausam
Movie/album =Suraag (1982)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Jag Mundhra, Ambrish Sangal

Mp3 Song Lyrics

((Bheega bheega mausam bheeni bheeni khushbu
Jaga jaga jadu kaise rahe dil pe kabu
Bheega bheega mausam bheeni bheeni khushbu
Jaga jaga jadu kaise rahe dil pe kabu
Aaja re o sajna aaja re o sajna
Bhiga bhiga mausam

Tere bina jiwan suna suni meri dunia
Khud hi tujhe khoya maine kisse karu sikwa
Tute mere sapne sare dil bujha dil bujha
O bheega bheega mausam bheeni bheeni khushbu
Jaga jaga jadu kaise rahe dil pe kabu
Aaja re o sajna aaja re o sajna
Bhiga bhiga mausam

Tanda vira dunia viran phul bina gulshan
Jyoti bina aankhe andhi
Tere bina tan man mera
Gul se juda khusbu tu mujhse juda mujhse juda
Bheega bheega mausam bheeni bheeni khushbu
Jaga jaga jadu kaise rahe dil pe kabu
Aaja re o sajna aaja re o sajna
Bhiga bhiga mausam

Dhokha naya khaya maine
Thokar nayi khayi
Parde pade aise gum ke sari khushi gawai
Gum ki ghata itna barse kya pata kya pata
Bheega bheega mausam bheeni bheeni khushbu
Jaga jaga jadu kaise rahe dil pe kabu
Aaja re o sajna aaja re o sajna
Bhiga bhiga mausam. ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Bheega Bheega Mausam Bheeni

Bheega Bheega Mausam Bheeni is a song from Suraag 1982. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Suraag 1982 album song list for more songs and album details.