Bheega Bheega Mausam Ayaa Lyrics, Singer & Song Details

Bhayaanak 1979 album cover

Bhayaanak 1979 Album Details

S. U. Syed
Usha Khanna
Indeevar
Mithun Chakraborty

album songs
Bheega Bheega Mausam Ayaa
Singer : Hemlata, Suresh Wadkar

Bheega Bheega Mausam Ayaa Lyrics

Song Lyrics Title = Bheega Bheega Mausam Aaya
Song Lyrics Movie = Bhayanak
Singer = Hemlata, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Usha Khanna
Director = S U Syed
Music Label = Polydor Music

Mp3 Song Lyrics

((bhiga bhiga mosam aya barse ghata ghanghor
bhiga bhiga mosam aya barse ghata ghanghor
prit ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor
bhiga bhiga mosam aya barse ghata ghanghor

dil jis taran na bhule dhadkana mai bhi tujhe yu na bhulu
mere sanam nahi ye bhi kam khyalo me agar tujhko chulu
sath janam ka sath hamara chute na ye dor
prit ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor
bhiga bhiga mosam aya barse ghata ghanghor

itna mujhe mila tera payar man me mere na samaye
rakhna mujhe chupake sada dunia nahi chin paye
bundo ki sargam nache chamcham mere man ka mor
prit ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor
bhiga bhiga mosam aya barse ghata ghanghor

khud se hi mai darne lagi hu dil me wo armaa jage hai
tute nahi sima kahi sagr me tufan uthe hai
pyar ki halchal jiwan chanchal man pe raha na koi jor
prit ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor
bhiga bhiga mosam aya barse ghata ghanghor
prit ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor
bhiga bhiga mosam aya barse ghata ghanghor..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Bheega Bheega Mausam Ayaa Video

About Bheega Bheega Mausam Ayaa

Bheega Bheega Mausam Ayaa is a song from Bhayaanak 1979. It is sung by Hemlata, Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Bhayaanak 1979 album song list for more songs and album details.