Bhari Mehfil Mein Ishare Se Lyrics, Singer & Song Details

Us Raat Ke Baad 1970 album cover

Us Raat Ke Baad 1970 Album Details

None
Hemant Kumar
Gulzar
Sanjeev Kumar, Tanuja, Sailesh Kumar, Arun Irani

album songs
Bhari Mehfil Mein Ishare Se
Singer : Asha Bhosle

Bhari Mehfil Mein Ishare Se Lyrics

Song Title = Bhari Mehfil Me Ishare Se
Movie/Album = Us Raat Ke Baad (1970)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer = Hemant Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Bhari mehfil me ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kijey
Tere gale se lag ke akeli raat jawan ho gayi
Tere labo ko chhu ke laga ki baat jawan ho gayi
Labo ke nigahon se sunya kijey
Nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kijey
Bhari mehfil me ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kijey

Koi na dekhe dil iraade
Kore kaware hotho ke wade
Koi na dekhe dil iraade
Kore kaware hotho ke wade
Kaap rahi hai husn ke aage
Koi to uski shama bhujha de
Bujh ke shma kabhi dil bhi jalaya kijey
Nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kijey
Bhari mehfil me ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kijey

Aur sunehari hone lagi hai parchhiya jaam ki
Aise mein koi kaise guzare tanhaiya shaam ki
Dabi palko se fasano ko chhupaya kijey
Nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kijey
Bhari mehfil me ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kijey...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bhari Mehfil Mein Ishare Se

Bhari Mehfil Mein Ishare Se is a song from Us Raat Ke Baad 1970. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Hemant Kumar. Read the lyrics above and view the Us Raat Ke Baad 1970 album song list for more songs and album details.