Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Lyrics, Singer & Song Details

Do Badan 1966 album cover

Do Badan 1966 Album Details

Raj Khosla
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Asha Parekh, Manoj Kumar, Simi Garewal

album songs
Bhari Duniya Mein Aakhir Dil
Singer : Mohammed Rafi

Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Lyrics

Song Lyrics Title = Bhari Duniya Mein Aakhir Dil
Song Lyrics Movie = Do Badan 1966
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = Raj Khosla
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Bhari duniya mein aakhir dil ko samajhaane

kahaan jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko samajhaane

kahaan jaaye
Mohabbat ho gai jin ko, woh deewane kahaan

jaaye
Bhari duniya men aakhir dil ko samajhaane

kahaan jaaye
Bhari duniya...

Lage hain shammaa par pahare zamaane ki

nigaahon ke
Lage hain shammaa par pahare zamaane ki

nigaahon ke
Zamaane ki nigaahon ke, jinhen jalane ki

hasarat hai
Jinhen jalane ki hasarat hai, vo paravaane

kahaan jaaye
Mohabbat ho gai jin ko vo divaane kahaan

jaaye
Bhari duniya men aakhir dil ko samajhaane

kahaan jaaye
Bhari duniya...

Sunaana bhi jinhen mushkil, chhupaana bhi

jinhen mushkil
Sunaana bhi jinhen mushkil, chhupaana bhi

jinhen mushkil
Chhupaana bhi jinhen mushkil, zara tu hi

bata ai dil
Zara tu hi bata ai dil, woh afasaane kahaan

jaaye
Mohabbat ho gai jin ko woh deewane kahaan

jaaye
Bhari duniya men aakhir dil ko samajhaane

kahaan jaaye
Bhari duniya...

Nazar men uljane, dil men hai aalam

beqaraari ka
Nazar men uljane, dil men hai aalam

beqaraari ka
Hai aalam beqaraari ka, samaj men kuchh

nahin aata
Samaj men kuchh nahin aata, vo tufaane

kahaan jayen
Mohabbat ho gai jin ko woh deewane kahaan

jaaen
Bhari duniya men aakhir dil ko samajhaane

kahaan jaaye
Bhari duniya...))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Bhari Duniya Mein Aakhir Dil

Bhari Duniya Mein Aakhir Dil is a song from Do Badan 1966. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Do Badan 1966 album song list for more songs and album details.