Bhanwar Mein Meri Naiyya Lyrics, Singer & Song Details

Maa Ka Aanchal 1970 album cover

Maa Ka Aanchal 1970 Album Details

Jagdev Bhambri
Madan Mohan Kohli
Kaifi Azmi
Sanjeev Kumar and Leela Mishra

album songs
Bhanwar Mein Meri Naiyya
Singer : Asha Bhosle

Bhanwar Mein Meri Naiyya Lyrics

Song Title = Bhanwar Mein Meri Naiyya
Movie/album = Maa Ka Aanchal (1970)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = Jagdev Bhambri
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Main sara jag chhod ke
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya

It ut bhatke dhukhiyari
Thukrayre duniya sari
Tune to jaha ko tara
Kyu na aayi meri bari
Khadi hu hairan ho mere bhagwan
Main jo hari teri bhi har
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya

Daman thama hai tera
Pooja teri jiwan mera
Daman thama hai tera
Duniya hai meri suni
Tera hoga kab tak fera
Rahu na anjan o mere bhagwan
Sunlo sunlo meri pukar
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bhanwar Mein Meri Naiyya

Bhanwar Mein Meri Naiyya is a song from Maa Ka Aanchal 1970. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Maa Ka Aanchal 1970 album song list for more songs and album details.