Bhaiya Mere Ram Lyrics, Singer & Song Details

Ghar Ki Izzat 1994 album cover

Ghar Ki Izzat 1994 Album Details

Kalpataru
Amar Biswas, Utpal Biswas
Anjaan
Jeetendra, Rishi Kapoor, Anita Raj

album songs
Bhaiya Mere Ram
Singer : Jayashree Shivaram, Mohd Aziz

Bhaiya Mere Ram Lyrics

Song Title = Bhaiya Mere Ram
Song Lyrics Movie = Ghar Ki Izzat (1994)
Singers = Jayashree Shivaram, Mohammed Aziz,Om Prakash Sharma, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Amar Biswas, Utpal Biswas
Director = Kalpataru

Mp3 Song Lyrics

((Bhaiya mere ram jaise bhabhi hai seeta
Inke vachan jaise ramayan aur geeta
Inke vachan jaise ramayan aur geeta
Mann mandir mein ho
Mann mandir mein inko bitha kar
Kyu na kare inki pooja
Bhaiya mere ram bhabhi seeta
Bhaiya mere ram bhabhi seeta
Bhaiya mere ram jaise bhabhi hai seeta
Inke vachan jaise ramayan aur geeta
Inke vachan jaise ramayan aur geeta

Tha janam to diya humko maa bap ne
Tha janam to diya humko maa bap ne
Bhaiya bhabhi ne pala hume
Koi kanta kabhi bhi na chubhne diya
Phulo jaise sambhala hume
Pyar hoga na kam kaise bhulenge hum
Bhaiya bhabhi ke upkar ko
Bhaiya bhabhi ke upkar ko
Bhaiya mere ram bhabhi seeta
Bhaiya mere ram bhabhi seeta

Humko muh manga vardan inse mila
Humko muh manga vardan inse mila
Milli jiwan ki sari khushi
Kyu na bhagwan mane inhe hum yaha
Dee inhone hume zindagi
Ganga jamuna yaha inke charno mein hai
Kyu na pooje hum iss pyar ko
Kyu na pooje hum iss pyar ko
Bhaiya mere ram bhabhi seeta
Bhaiya mere ram bhabhi seeta

Jo tha karna inhe wo inhone kiya
Jo tha karna inhe wo inhone kiya
Farz apna nibhayenge hum
Inki aankhon ne dekhe jo sapne yaha
Sach unhe kar dikhayenge hum
Pyar se ghar koi swarg kaise bane
Hum bata denge sansar ko
Hum bata denge sansar ko
Bhaiya mere ram jaise bhabhi hai seeta
Inke vachan jaise ramayan aur geeta
Inke vachan jaise ramayan aur geeta
Mann mandir mein inko bitha kar
Kyu na kare inki pooja
Bhaiya mere ram bhabhi seeta
Bhaiya mere ram bhabhi seeta
Bhaiya mere ram bhabhi seeta
Bhaiya mere ram bhabhi seeta.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bhaiya Mere Ram

Bhaiya Mere Ram is a song from Ghar Ki Izzat 1994. It is sung by Jayashree Shivaram, Mohd Aziz. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Amar Biswas, Utpal Biswas. Read the lyrics above and view the Ghar Ki Izzat 1994 album song list for more songs and album details.