Bhaiya Mere Raakhi Ke Lyrics, Singer & Song Details

Chhoti Bahen 1959 album cover

Chhoti Bahen 1959 Album Details

L.V. Prasad
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Balraj Sahni, Shyama, Rehman

album songs
Bhaiya Mere Raakhi Ke
Singer : Lata Mangeshkar

Bhaiya Mere Raakhi Ke Lyrics

Song Title = Bhaiya Mere Raakhi Ke Bandhan Ko Nibhana
Movie/album = Chhoti Bahen (1959)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = L. V. Prasad
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Dekho ye nata nibhana, nibhana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere

Ye din ye tyohar khushi ka,
Pawan jaise nir nadi ka
Bhaai ke ujale maathe pe,
Bahan lagaye magal tika
Jhume ye sawan suhaana, suhaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere

Baandh ke hamane resham dori,
Tum se wo ummid hai jodi
Naazuk hai jo daant ke jaise,
Par jivan bhar jaae na todi
Jaane ye sara zamaana, zamaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere

Shayad wo sawan bhi aaye,
Jo bahana ka rang na laye
Bahan paraae desh basi ho,
Agar wo tum tak pahunch na paaye
Yaad ka dipak jalaana, jalaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bhaiya Mere Raakhi Ke

Bhaiya Mere Raakhi Ke is a song from Chhoti Bahen 1959. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Chhoti Bahen 1959 album song list for more songs and album details.