Bhaiya Ke Haath Mein Lyrics, Singer & Song Details

Hoshiyar 1985 album cover

Hoshiyar 1985 Album Details

K. Raghavendra Rao
Bappi Lahiri
Indeevar
Jeetendra, Shatrughan Sinha, Asrani

album songs
Bhaiya Ke Haath Mein
Singer : Asha Bhosle, S. P.

Bhaiya Ke Haath Mein Lyrics

Song Lyrics Title =Bhaiya Ke Haath Me
Movie/album = Hoshiyar (1985)
Singers = Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Bappi Lahiri, Kishore Kumar
Director = D K Raghvendra Rao

Mp3 Song Lyrics

((Baiya ke hath me bahana ki laaz hai
Bahana ke jivan ke liye vardaan mila hai
Bhai ki surat me hi bhagwan mila hai
Bahana ke jivan ke liye vardaan mila hai
Bhai ki surat me hi bhagwan mila hai
Bhaiya ke hath me bahna ki laaz hai

Datta ka ye mandir bahna khali na lautayega
Dil ke dobi jo mangoge tumko mil jayega
Kush ho ke mujhse kabhi jo puche mera krishan kanihya
Itna mai mangu jab bhi janm lu
Tujhsa mile baiya

Bahna ke hath me baiya ki laaz hai
Baiya ke jivan ke liye vardaan mila hai
Bahna ki surat me hi bhagwan mila hai
Bahna ke hath me baiya ki laaz hai

Dulhan banegi dholi chadegi apni bahna pyari
Honge judaa jab denge vida hum
Royegi aankh humari aa
Roye tum agar chodd ke apna ghar mai na kahi jaungi
Tumhari sath payi hai jo khushiya kaha paungi

Bhaiya ke hath me bahna ki laaz hai
Bahana ke jivan ke liye vardaan mila hai
Bhai ki surat me hi bhagwan mila hai
Bhaiya ke hath me bahna ki laaz hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bhaiya Ke Haath Mein

Bhaiya Ke Haath Mein is a song from Hoshiyar 1985. It is sung by Asha Bhosle, S. P.. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Hoshiyar 1985 album song list for more songs and album details.