Bhagwan Pyare Bhagwan Lyrics, Singer & Song Details

Kisan Aur Bhagwan 1974 album cover

Kisan Aur Bhagwan 1974 Album Details

Chandrakant
Prem Dhawan
Kavi Pradeep
Dara Singh, Feroz Khan, Yogeeta Bali

album songs
Bhagwan Pyare Bhagwan
Singer : Mohammed Rafi

Bhagwan Pyare Bhagwan Lyrics

Song Title = Bhagwan Pyare Bhagwan
Movie/Album = Kisan Aur Bhagwan (1974)
Singer = Mohammad Rafi
Music = Prem Dhawan
Lyrics by = Kavi Pradeep

Mp3 Song Lyrics

((bhagwan pyare -2, apne bhagath kee laj bachana re
aaj apne bhagath kee laj bachana re
ho meraa kinare jahaj lagana re, bhagwan pyare.....
jai ram krishna jay haree haree, haree haree - (2)

karne chalee hai do rangin duneeya, aaj kasoutee meree - (2)
mere bahane asal me horahee, (prabhu pariksha teree -2)
ho kaptee duneeya pe gaj girana re, bhagwan pyare......
jai ram krishna jay haree haree, haree haree - (2)

tere bharose davun lagaya, khelee maine bajee - (2)
apne das pe kiripa karna, (mat rakhna narajee -2)
ho apna pyar aaj bhulana re, bhagwan pyare.....
apne bhagath kee laj bachana re
aaj apne bhagath kee laj bachana re, bhagwan pyare....
jai ram krishna jay haree haree, haree haree - (2)

jab jab bhakton pe bir paree haree haree
tab tab tune hee peer haree haree haree
tune sare ajamil aur shabaree
haree haree haree haree haree haree........
sankat me sab kee madad karee
ram krishna jay haree haree - (4)
bhagwan pyare......
ram krishna jay haree haree - (5)
bhagwan pyare......
ram krishna jay haree haree - (6)
bhagwan pyare......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bhagwan Pyare Bhagwan

Bhagwan Pyare Bhagwan is a song from Kisan Aur Bhagwan 1974. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Kavi Pradeep. Music information: Prem Dhawan. Read the lyrics above and view the Kisan Aur Bhagwan 1974 album song list for more songs and album details.