Bhagwan Ne Apne Jaisa Lyrics, Singer & Song Details

Chhota Bhai 1966 album cover

Chhota Bhai 1966 Album Details

Kolli Pratyagatma
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Rehman, Nutan, Master Mahesh Kumar

album songs
Bhagwan Ne Apne Jaisa
Singer : Lata Mangeshkar

Bhagwan Ne Apne Jaisa Lyrics

Song Title = Bhagwan Ne Apne Jaisa
Song Lyrics Movie = Chhota Bhai (1966)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant, Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((Bhagwan ne apne jaisa
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Ye juth kidhar se aaye
Ye paap kaha se aaya
Bhagwan ne apne jaisa

Wo kya hai ik kiran hai
Jo dur kare andiyare
Jo dur kare andiyare
Baate uska ujiyaara
Ye suraj chand sitare
Usne har jyot jlayi
Usne har deep jalaya
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Bhagwan ne apne jaisa

Duniya me janam khud lekar
Jeevan ki reet banayi
Jeevan ki reet banayi
Banke khud meet sabi ka
Ishwar ne preet banayi
Jivan dene wale e
Jina bhi hume sikhlaya
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Ye juth kidhar se aaye
Ye paap kaha se aaya
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Bhagwan ne apne jaisa...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bhagwan Ne Apne Jaisa

Bhagwan Ne Apne Jaisa is a song from Chhota Bhai 1966. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Chhota Bhai 1966 album song list for more songs and album details.