Bhagwan Ki Dekho Bhool Lyrics, Singer & Song Details

Balak 1969 album cover

Balak 1969 Album Details

B.K. Adarsh
Dattaram Wadkar
Bharat Vyas
Abhi Bhattacharya, Dhumal, Bipin Gupta

album songs
Bhagwan Ki Dekho Bhool
Singer : Mohammed Rafi

Bhagwan Ki Dekho Bhool Lyrics

Song Title = Bhagwan Ki Dekho Bhool Ki Bichada
Movie/album = Balak (1969)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Director = Dattaram Wadkar
Director = B.K. Adarsh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Bhagwan ki dekho bhul
Bichad gaya dali se ek phul
Raha ab kisse nata
Aasman ab pita hai iska
Or dharti iski mata
Bhagwan ki dekho bhul

Ye kismat ki bat hai kali rat
Opr kato se ghira ha igulab
Vidhi ne na jane kin ghadiyo me
Likhi hai ye kitab
Likhi hai ye kitab
Ab samaj ke atyacharo ka
Jab chakkar chalega
Dar lagta hai tufano me
Kaise diya jalega
Kaise diya jalega
Diya jis malik ne pran
Usi ki hogi ab pahchan
Jo balak sab ka kahlata
Aasman ab pita hai iska
Or dharti iski mata
Bhagwan ki dekho bhul

Ye kisne chedi sahnayi
Kiski chali hai doli
Kis bhai se bichad chali hai
Ye bahna anboli
Ye bahna anboli
Ik pyar tha wo bhi ruth chala
Ek tar tha wo bhi tut chala
Do nanhi nanhi aankho se
Aasu ka jharna fut chala
Aasu ka jharna fut chala
Hui dur ye sar se chaw
Bahan bhi chali hai apne gaw
Kaun ab dhir bandhata
Aasman ab pita hai iska
Or dharti iski mata
Bhagwan ki dekho bhul
Bichad gaya dali se ek phul
Raha ab kisse nata
Aasman ab pita hai iska
Or dharti iski mata
Bhagwan ki dekho bhul..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Bhagwan Ki Dekho Bhool Video

About Bhagwan Ki Dekho Bhool

Bhagwan Ki Dekho Bhool is a song from Balak 1969. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Dattaram Wadkar. Read the lyrics above and view the Balak 1969 album song list for more songs and album details.