Bewajaa Yun Na Maar Lyrics, Singer & Song Details

Deshdrohi 2008 album cover

Deshdrohi 2008 Album Details

Jagdish A. Sharma
Nikhil
Kamaal Rashid Khan
Rana Jung Bahadur, Arun Bakshi, Hrishitaa Bhatt

album songs
Bewajaa Yun Na Maar
Singer : Sukhwinder Singh

Bewajaa Yun Na Maar Lyrics

Song Lyrics Title = Bewajah Yun
Song Lyrics Movie = Desh Drohi (2008)
Singers = Sukhwinder Singh
Song Lyricists = Kamaal Rashid Khan
Music Composer = Nikhil
Director = Jagdish A. Sharma
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Hosh Udaane Aayi Hoon Mein, Hosh Udaa Ke Jaaoongi
Sab Ke Dilon Pe Raaj Karoongi Aisa Jaal Bhichaoongi

Bewajaa Yun Na Maar Theekhe Nainon Ke Baann
Hosh Udd Jaayenge Jaan-E-Man Baath Maan
Maaf Karna Huzoor Ho Gaya Jo Kusoor; Dil Dhadak Ne Laga Hai Aap Ka Aisa Noor
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam

Naaz Nakhra Mera Chein Cheene Tera Hai Yahin Tho Hai Aashiq Mera..
Aaj Aa Hosh Mein Ishq Ke Josh Mein Aa Chupaaloon Tujhe Apni Barkhosh Mein
Tauba Tauba Gazab Teri Jadoogari, Sar Se Paaon Thalak Tu Hai Neelam Pari
Maaf Karna Huzoor Ho Gaya Jo Kusoor; Hadd Se Bhadne Laga Bebasi Ka Suroor
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam
Bewajaa Yun Na Maar Theekhe Nainon Ke Baann
Hosh Udd Jaayenge Jaan-E-Man Baath Maan

Yeh Mujhe Kya Hua Jab Se Tujhko Chua, Rooh Bechein Hai Cha Rahaa Hai Nasha..
Yun Na Mujhko Jala Jaam Mein Ulfath Pila Maahi Shokan Meri De De Kuch Tho Sila..
Teri Khaathil Adaayein Sabhi Se Juda, Tere Rang Roop Par Hai Zamaana Fida
Maaf Karna Huzoor Ho Gaya Jo Kusoor; Hadd Se Bhadne Laga Bebasi Ka Suroor
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam
Bewajaa Yun Na Maar Theekhe Nainon Ke Baann
Hosh Udd Jaayenge Jaan-E-Man Baath Maan
Maaf Karna Huzoor Ho Gaya Jo Kusoor; Dil Dhadak Ne Laga Hai Aap Ka Aisa Noor
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bewajaa Yun Na Maar

Bewajaa Yun Na Maar is a song from Deshdrohi 2008. It is sung by Sukhwinder Singh. Lyrics are credited to Kamaal Rashid Khan. Music information: Nikhil. Read the lyrics above and view the Deshdrohi 2008 album song list for more songs and album details.